’F@r@z ~N aama

11005 views 24 replies
Reply to Topic
musafir

Age: 124
Total Posts: 77
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AOA gggg
u can share here abt POETRY OF"FARAZ"...
I;l be thankful 2 u
tcccc
Posted 01 Sep 2008

sun_shine says
Walaikum Salaam

InshAllah zaroor

Posted 01 Sep 2008

Rapunzel says
Posted 04 Sep 2008

cutefriend says
nice work SS
Posted 04 Sep 2008

Rapunzel says
Ab aur kya kisi se marasim burha'ein hum
Yeh bhi bohut hai, tujhe bhool ja'ein hum

Sehra-e zindagi mein koyee dosra na tha
Sunte rahe hein aap hi apni sada'ein hum

Iss zindagi mein itni fraghat kise naseeb
Itna na yaad aa ke tujhe bhool ja'ein hum

Tu itni dil zada tau na thi ai shub-e firaq
Aa tere raaste mein sitare lota'ein hum

Woh log ab kahan hein jo kehte they kal 'faraz'
Heh heh khuda na karda tujhe bhi rula'ein hum
Posted 05 Sep 2008

musafir says
THNX ALLLLLL OF U........
TC
GO A HEAD
Posted 13 Sep 2008

sun_shine says
Rapunzel said:

Ab aur kya kisi se marasim burha'ein hum
Yeh bhi bohut hai, tujhe bhool ja'ein hum

Sehra-e zindagi mein koyee dosra na tha
Sunte rahe hein aap hi apni sada'ein hum

Iss zindagi mein itni fraghat kise naseeb
Itna na yaad aa ke tujhe bhool ja'ein hum

Tu itni dil zada tau na thi ai shub-e firaq
Aa tere raaste mein sitare lota'ein hum

Woh log ab kahan hein jo kehte they kal 'faraz'
Heh heh khuda na karda tujhe bhi rula'ein hum

Posted 13 Sep 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*Thanks Alot jee and Most welcome...!

Posted 13 Sep 2008

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

Most Welcum Musafir

n very nice Ss
Posted 13 Sep 2008

madgirl says
unki aankho ko kabhi ghor se dekha hai FARAZ
sone waalo ki tarah jaagne walo jesi
Posted 14 Sep 2008

Rapunzel says
Posted 14 Sep 2008

musafir says
tankoooooooooo..
all of u
keep it up..
Posted 13 Nov 2008

musafir says
Shayad ab tu meri tanhie b mujh se khafa c rehti ha faraz
is liye mar jana he mera ahkri sahara hai.................
Posted 13 Nov 2008

musafir says
Main bas ik baar lajawab hua 'Faraz,
Kisi apne ne kaha jab kon ho tum !!
Posted 13 Nov 2008

musafir says
Barsoun ke baad dekha ik shaKhs dil ruba sa ,
ab zahan main nahain hai par naam tha bhala sa

abaru khienche khinche se ankhain jhuki jhuki se,
baatain ruki ruki se lahaja thaka thaka sa

alfaaz the ke jugnu awaz ke safar main,
ban jaye jangaloun main jis tarah raastaa saa

Khwaabon main Khwaab us ke yaadoun main yaad us ki,
nendoun main ghul gaya ho jaise ke rat jagaa saa

pahale bhi log aaye kitane hi zindagii main
wo har tarah se lekin auroun se thaa judaa saa

agalii muhabaton nay wo naa_muradiyaaun dein
taazaa rafaaqatoun se dil thaa Daraa Daraa saa ,

kuchh ye ke muddatoun se ham bhi nahain the roye
kuchh zahar main bujhaa tha ahabaab kaa dilaasaa

phir youn howa ke saavan ankhoun main aa base the
phir youn howa ke jaise dil bhi thaa aabalaa saa

ab sach kahein to yaaro ham ko Khabar nahain thi
ban jayegaa qayaamat ek waaqia zaraa saa

tevar the beruKhi ke andaaz dosti ke ,,
wo ajanabi tha lekin lagataa thaa aashnaa saa

ham dasht the ke dariyaa ham zahar the ke amrit
naahaq tha zonum ham ko jab wo nahain tha pyaasaa

ham ne bhi us ko dekhaa kal shaam ittefaaqan ,,
apanaa bhi haal hai ab logo 'Faraz' kaa saa ..!

Posted 13 Nov 2008

Rapunzel says
musafir said:

My Fav

*Really nice...!

Posted 17 Nov 2008

Fairl_Girl says
GR8
Posted 20 Nov 2008

musafir says
Apne usool yun bhi kbhi torne pary,
khata uski thi ,hath mujy jorne pary,
aya na jb qarar dil-e be qrar ko,
yaadon k rukh uski tarf morne pary,
usko to meri yaad na i kbhi bhool kr,
apne piyare jin k liye chorne pary,
woh shakhs khud bra be-usool tha FRAZ,
apne usool jis k liye torne pary....!
Posted 22 Aug 2009

King Of Jb says
good
Posted 07 Jul 2010

valandrian says
bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360
bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360bd31360

bd31360
Posted 05 May 2018

Posted 25 Sep 2018

Reply to Topic