farz karo mera aik dost hai main usko kafi arsay sey janta hoon...ussey contact khatam ho jata hai..aik aur dost jisko main thora arsa hua hai janta hoon..woh mujhe batata hai us dost ke barey main jo key galat hoti hai kyunki main usko kafi arsay sey janta hoon..mera ussey dobara contact hota hai kya mujhe batana chahiyey usko key uske barey main kisi ne aisi baat ki jo sach nahi hai..ya should i leave it??
Age: 124
6995 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think aap ko nahi batana chaahiye is tara dilo ki durriya barhti hai,or kisi k beech mai qaduuwat paida karna its not gud thing,haa aap apne doosre dost ko zarur samjhana k tuhmat lagane waalo ka aakhrat mai kia anjaam hota hai
Age: 124
7901 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
madgirl said:

ya agree with u, i thought the same then i thought i should ask ur guyz opinion..ya wese bhi baatien idher udher karna achi baat nahi
Age: 124
6995 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:
madgirl said:
i think aap ko nahi batana chaahiye is tara dilo ki durriya barhti hai,or kisi k beech mai qaduuwat paida karna its not gud thing,haa aap apne doosre dost ko zarur samjhana k tuhmat lagane waalo ka aakhrat mai kia anjaam hota hai
ya agree with u, i thought the same then i thought i should ask ur guyz opinion..ya wese bhi baatien idher udher karna achi baat nahi
good aap ki soch mashALLAH bohat achi hai,ALLAH sab ko aap jesi soch de(AMEEN SUM AMEEN)
Age: 124
7883 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
shahrukh khan said:
farz karo mera aik dost hai main usko kafi arsay sey janta hoon...ussey contact khatam ho jata hai..aik aur dost jisko main thora arsa hua hai janta hoon..woh mujhe batata hai us dost ke barey main jo key galat hoti hai kyunki main usko kafi arsay sey janta hoon..mera ussey dobara contact hota hai kya mujhe batana chahiyey usko key uske barey main kisi ne aisi baat ki jo sach nahi hai..ya should i leave it??
DEAR SWtttto MOGHY nahi samgh aye kay ap nay yah topic Religion may kiyon banya kiya islamic point of view say app ray liyna chahy hoo???
Age: 124
7901 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
~CHANDNI~ said:
shahrukh khan said:
farz karo mera aik dost hai main usko kafi arsay sey janta hoon...ussey contact khatam ho jata hai..aik aur dost jisko main thora arsa hua hai janta hoon..woh mujhe batata hai us dost ke barey main jo key galat hoti hai kyunki main usko kafi arsay sey janta hoon..mera ussey dobara contact hota hai kya mujhe batana chahiyey usko key uske barey main kisi ne aisi baat ki jo sach nahi hai..ya should i leave it??
DEAR SWtttto MOGHY nahi samgh aye kay ap nay yah topic Religion may kiyon banya kiya islamic point of view say app ray liyna chahy hoo???
Age: 58
7838 days old here
Total Posts: 2772
Points: 0
Location:
Oklahoma City, United States
Strange, no one knows the reason why you should not tell your friend?
Yes it is an Islamic issue and a very basic one. Islam teaches us morals and ethics of living in a society.
Quran says about a person who turns around and tells the person who has been talked about. Such a person is called a Nammam. Quran prohits witness of a nammam in a court of law and calls him/her "a reject."
Nammam is worse than the back-biter. One who listens to back-biting is also a back-biter.
Age: 124
7052 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Nammam Thanks For this Information Mr.Smooth daddy Sir...!
Islam says kay Agar Hum kisi kay peth peechay unki burai karay,jabkay woh burai un main maujood ho that is called gheebat aur Agar Hum kisi kay peth peechay unki burai karay jabkay woh Burai un main maujood na ho That is called Tohmat Aur Islam main Dono sakht mana hain...!