diwali hindu religion mai diwali jst like humari eid woh diwali k din is liya celebrate karty hain k aaj k din Ram , rawand ko marnay k baad apny city mai wapis ayay thay . so mera ek frnd frm india he is hindu us nay mujy invite kiya k yaar aj mery ghar diwali celebration hai tum nay zoror ana hai am just came baq frm there so aj k din bht kareeb say un ki pooja dekhi k woh kiss thran poja karty hain sub say phely sheri ganesh k kapray change kiyay jain n us ki wife nay then un ho nay kum kum red colors ki bindiya un k forehead pay lagie banana un k khanay k liya un k sath rakha phir babhi nay jain's wife nay bhat sari candle lights ki thran bukay diyay jalayay . then un ho nay lakshmi devi ki poja start ki n yahan usa mai states lottery hoti hai n yahan ek lottery k name hai mega million is k winning prize hai hundred million $ us ki ticket jain nay lakshmi devi k pass rakhi he told me maybe may jeet jaon so phir parsad bantaa jain mery liya lay k aya k ya kahooo so parsad mai milk n sweets thii so aj mai bhi diwali celebrate kar ayay a good experience
Age: 125
6998 days old here
Total Posts: 3386
Points: 0
Location:
United States, United States
sweeti asa nahi hota har insaan ko dosray religions k knowledge honay chiyah n HUMARA religion islam ki tou kiya he baat hai woh humain sekhta hai k sub religions ki respect karna chiyah n e ways parsad kahna hai
Age: 125
6892 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Gee-Z said:
sweeti asa nahi hota har insaan ko dosray religions k knowledge honay chiyah n HUMARA religion islam ki tou kiya he baat hai woh humain sekhta hai k sub religions ki respect karna chiyah
Age: 125
8328 days old here
Total Posts: 12992
Points: 0
Location:
Nepal, Nepal
ive been to a hindu temple in my area.. ek new experience tha mere liye.. ye dekhna k un ki devta kaisay dekhte hain in real life.. wo kaisay pooja karte hain
doosre religion k baray mae knowledge hasil karna i dont think is mae koi burai hae
Age: 125
6998 days old here
Total Posts: 3386
Points: 0
Location:
United States, United States
London_Girl said:
Gee-Z said:
sweeti asa nahi hota har insaan ko dosray religions k knowledge honay chiyah n HUMARA religion islam ki tou kiya he baat hai woh humain sekhta hai k sub religions ki respect karna chiyah
I agree with this statement! lovely thought, GZ :-)
no thanx lol lg tum khabi nahi gayi is kisam ki activities mai
Age: 125
6998 days old here
Total Posts: 3386
Points: 0
Location:
United States, United States
sweetie said:
ive been to a hindu temple in my area.. ek new experience tha mere liye.. ye dekhna k un ki devta kaisay dekhte hain in real life.. wo kaisay pooja karte haindoosre religion k baray mae knowledge hasil karna i dont think is mae koi burai hae
masi tum khabi kisi san gorg (jews holy place) gayi hoo ?
Age: 125
6892 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Gee-Z said:
London_Girl said:
Gee-Z said:
sweeti asa nahi hota har insaan ko dosray religions k knowledge honay chiyah n HUMARA religion islam ki tou kiya he baat hai woh humain sekhta hai k sub religions ki respect karna chiyah
I agree with this statement! lovely thought, GZ :-)
no thanx lol lg tum khabi nahi gayi is kisam ki activities mai
UMM.. not really.. kabhi gai to nahi hoon.. but would love to see their religious culture!... one of my friend is hindu... and she tells me everything jo jo hota hae unke culture me..
and u r right.. hur religion ki respect kerni chaiye...
Age: 125
8328 days old here
Total Posts: 12992
Points: 0
Location:
Nepal, Nepal
Gee-Z said:
sweetie said:
ive been to a hindu temple in my area.. ek new experience tha mere liye.. ye dekhna k un ki devta kaisay dekhte hain in real life.. wo kaisay pooja karte haindoosre religion k baray mae knowledge hasil karna i dont think is mae koi burai hae
masi tum khabi kisi san gorg (jews holy place) gayi hoo ?
neh never.. bas temple gai hoon wo bhi about 5/6 years ago
Age: 125
6998 days old here
Total Posts: 3386
Points: 0
Location:
United States, United States
lol us ko shoping karna thii i wz tired so apni czn k sath chali gayi cz muj say shoping nahi hoti woh bhi gals k sath laynay ek chezz n har shop pay yoon jana k is nay he sub khuch layna hai lol
Age: 125
7890 days old here
Total Posts: 56416