*Eid Ul Azha Survey***

2012 views 6 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

Assalam O Alaikum

*Wishing All the Muslims All Over the world A very Happy
Eid Ul Azha In Advance
Allah swt se Dua hain kay yeh Eid tamam Musalmano kay liye be shumaar Khushiyan,Mohabbat,kamyaabi aurAman O Salamati Le kar aaye Ameen...!

Eid-e-Qurbaan ki amad amad hai Aur jaisa k aap sab jaante hai k hum us din Hazrat Ibrahim Alaehi Salaam ki azeem Qurbaani ki yaad main Janwar Qurbaan karte hain..
So I thought
K kyun na aap sab se ek chota sa eid Survey kiya jaye...
Aap sab Apnay Answers dejeye aur baki members kay answers Ko parhiye aur Enjoy kejeye

So lets start....!

Q:Qurbaani k bare main aap ka point of view Aur yeh k Eid manane ka sahi tareeqa aap ki nazar main kya hai:

Q:Qurbaani k janwar k gale main churi pherne ka first experience share karein agar ho tu??Us hawale se koi khas aur yaadgaar waqia:

Q:Eid ki shopping kay hungamay kab tak rehtay hain:

Q:AAp k khayal main qurbaani ka janwar kaisa hona chahiye?

Q:Eid k din aapki kya routine hoti hai tafseel se batayein?

Q:Pichli Eid pe paish aane wala koi nagawaar waqia?

Q:Pichli eid pe Piash anay wala Koi Khushgawaar waqia:

Q:Eid k din forum kay liye time kaisay Nikaltay hain:

Q:IS din pe koi khaas khawahish jo chahte hain k poori ho:

Q:Eid-e-Qurbaan par sab se zyaada kis ka intezaar rehta hai:

Q:Forum Members Kay Liye Koi Message:

Posted 03 Dec 2008

SupidGuy says

Q:Qurbaani k bare main aap ka point of view Aur yeh k Eid manane ka sahi tareeqa aap ki nazar main kya hai:

Ans:- Bas Jee EID ka dinn bohat hi khushioon ka dinn hota hai…isse apni family ke saath manana (celebrate) karna chahiye…….Qurbaani ALLAH (swt) ki raza aur apni istetaat (Status) ke mutaabiq karni chahiye!!! Naa ke duniya ko dikhaane ke liye aur unn Ghareeba Ghuraba ko apni khusioon mai SHAAMIL karna chahiye jinn ki itni Isteetaat (Status) naa ho!!!

Q:Qurbaani k janwar k gale main churi pherne ka first experience share karein agar ho tu??Us hawale se koi khas aur yaadgaar waqia:

Ans:- Nahi Kabhi CHURI tu nahi phairi lekin phairte hoay kaafi Waqiyaat (cases) hein

Q:Eid ki shopping kay hungamay kab tak rehtay hain:

Ans:- Koi Khaas tayyaari nahi karta!!! Jo Suit bhi SUSRAAL se aaya ho pehan lete hein Janab!!!

Q:Aap k khayal main qurbaani ka janwar kaisa hona chahiye?

Ans:- Khoobsoorat aur Shareef Arhee (Masti=panga, resist) naa karne wala…..

Q:Eid k din aapki kya routine hoti hai tafseel se batayein?

Ans:- Eid Ki Namaaz…………….. Qurbaani….. Goosht ki Safaai aur Taqseem ….Dostoon se EID milna!!! Aur phir soo jana!!!!

Q:Pichli Eid pe paish aane wala koi nagawaar waqia?

Ans:- Har EID pe hota hai….. mein har EID pe SUBAH sab se LATE soo kar uththa hoon……Baaoo Jee sakht ghussay hote hein……. Sab meri waja se EID ki namaaz ke liye late ho jate hein

Q:Pichli eid pe Piash anay wala Koi Khushgawaar waqia:

Ans:- jab mein Aas Paroos mai Goosht dene ke liye jata hoon!!!!

Q:Eid k din forum kay liye time kaisay Nikaltay hain:

Ans:- Koi khaas masroofiyat nahi hoti aur waise bhi yaar life must be live in a Enjoying Way!!!!

Q:Iss din pe koi khaas khawahish jo chahte hain k poori ho:

Ans:-Kaash ke Jee WOH hotiien….SUBAH hamien time pe utaathien….. Hamari SHIRT (kurtay) ke Button apne MarMareen Haathoon ki Makhrooti Unglioon se band kartien…aur kahtien aaj AAP pahle se Ziyadah achay lagg rahe hein…. Shaam ko MUMMY ki taraf bhi jana hai Plz Yaad Rakhiye Ga!!!! ……..

Q:Eid-e-Qurbaan par sab se zyaada kis ka intezaar rehta hai:

Ans:-Mujhe!!! Ke Yaar ke QURBAANI wala kaam kab khatam ho ga!!!! ….kab Haath Munh dhoo kar dobara tayyar hoon ga!!!!

Q:Forum Members Kay Liye Koi Message:

Ans:- Bas Bhei…… EID ka dinn bohat Khushioon wala din hota hai….. Khoob khoob enjoy keejiye aur PLZ Khaalien kisi aur ko matt deejiye ga!!!! MEIN khud aaon ga!!!!

Posted 06 Dec 2008

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

Khair mubarik ss dearo ye survey k jawabat jald dun gi tab tak k lye aik wadddddddddi se break

nice topic dear
Posted 06 Dec 2008

this thread should b sticked
Posted 06 Dec 2008

~CHANDNI~ says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Wishing All the Muslims All Over the world A very Happy
Eid Ul Azha In Advance
Allah swt se Dua hain kay yeh Eid tamam Musalmano kay liye be shumaar Khushiyan,Mohabbat,kamyaabi aurAman O Salamati Le kar aaye Ameen...!

Eid-e-Qurbaan ki amad amad hai Aur jaisa k aap sab jaante hai k hum us din Hazrat Ibrahim Alaehi Salaam ki azeem Qurbaani ki yaad main Janwar Qurbaan karte hain..
So I thought
K kyun na aap sab se ek chota sa eid Survey kiya jaye...
Aap sab Apnay Answers dejeye aur baki members kay answers Ko parhiye aur Enjoy kejeye

So lets start....!

Q:Qurbaani k bare main aap ka point of view Aur yeh k Eid manane ka sahi tareeqa aap ki nazar main kya hai:

Q:Qurbaani k janwar k gale main churi pherne ka first experience share karein agar ho tu??Us hawale se koi khas aur yaadgaar waqia:

Q:Eid ki shopping kay hungamay kab tak rehtay hain:

Q:AAp k khayal main qurbaani ka janwar kaisa hona chahiye?

Q:Eid k din aapki kya routine hoti hai tafseel se batayein?

Q:Pichli Eid pe paish aane wala koi nagawaar waqia?

Q:Pichli eid pe Piash anay wala Koi Khushgawaar waqia:

Q:Eid k din forum kay liye time kaisay Nikaltay hain:

Q:IS din pe koi khaas khawahish jo chahte hain k poori ho:

Q:Eid-e-Qurbaan par sab se zyaada kis ka intezaar rehta hai:

Q:Forum Members Kay Liye Koi Message:

Assalam O Alaikum

*Wishing All the Muslims All Over the world A very Happy
Eid Ul Azha In Advance
Allah swt se Dua hain kay yeh Eid tamam Musalmano kay liye be shumaar Khushiyan,Mohabbat,kamyaabi aurAman O Salamati Le kar aaye Ameen...!

Eid-e-Qurbaan ki amad amad hai Aur jaisa k aap sab jaante hai k hum us din Hazrat Ibrahim Alaehi Salaam ki azeem Qurbaani ki yaad main Janwar Qurbaan karte hain..
So I thought
K kyun na aap sab se ek chota sa eid Survey kiya jaye...
Aap sab Apnay Answers dejeye aur baki members kay answers Ko parhiye aur Enjoy kejeye

So lets start....!

Q:Qurbaani k bare main aap ka point of view Aur yeh k Eid manane ka sahi tareeqa aap ki nazar main kya hai:

apny EID ki khoshiyon my Ghariybon ko yade raky

Q:Qurbaani k janwar k gale main churi pherne ka first experience share karein agar ho tu??Us hawale se koi khas aur yaadgaar waqia:
my nahi dekhty dokh hota hy
Q:Eid ki shopping kay hungamay kab tak rehtay hain:
ary EID ki subha tak
Q:AAp k khayal main qurbaani ka janwar kaisa hona chahiye?
kise bhi jb boy jesa lol

Q:Eid k din aapki kya routine hoti hai tafseel se batayein?
OMG gosht gosht gosht

Q:Pichli Eid pe paish aane wala koi nagawaar waqia?
ary EID to khosiyon ka din hy
Q:Pichli eid pe Piash anay wala Koi Khushgawaar waqia:
all day khoshiyan
Q:Eid k din forum kay liye time kaisay Nikaltay hain:
dill hota hy zarror aooon
Q:IS din pe koi khaas khawahish jo chahte hain k poori ho:
ALLAH sab ki Eid khoshiyon say gozry
Q:Eid-e-Qurbaan par sab se zyaada kis ka intezaar rehta hai:
papa
Q:Forum Members Kay Liye Koi Message:
MM ajo

Posted 06 Dec 2008

valandrian says
bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518
bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518bd15518

bd15518
Posted 16 Apr 2018

Posted 26 Sep 2018

Reply to Topic