sun_shine said:
olldman said:Bachpan? abhi khatum to nahi hua, Sunshine jee.
Humara bachpan ki do batein jo achi tarah yaad hein:
Bachpan ka phehla hissa:
Ayk larki ko summer ke mossum mein(river) doobne se bachaya tha. Usse swiming nahi aati thi. Aurr hum bohut bewaqouf the.
Bachpan ka akhri hissa:
Snow ball ki larahi apni street ke larke larkiyon se, bohut zabberdast do teen ghante khailte, akhir ghusse mein aake zor zor se marte ayk dusre ko.
Assalam O Alaikum
*Lolz Very Nice Sir
Lolz Unki Jaan bacha k yeh Tho buhat Acha kaam kiya Aap ne
Bewaqoof Lolz Woh Kyun Sir?
sun_shine said:*I won
its ur choice whether you are agree or Not Lol
Dear I think Topic is running somewhere Else lolz
Rapunzel said:Waalaikum Assalam
Nice topic & replies lolz
Rapunzel said:Waalaikum Assalam
Nice topic & replies lolz
olldman said:
sun_shine said:
olldman said:Bachpan? abhi khatum to nahi hua, Sunshine jee.
Humara bachpan ki do batein jo achi tarah yaad hein:
Bachpan ka phehla hissa:
Ayk larki ko summer ke mossum mein(river) doobne se bachaya tha. Usse swiming nahi aati thi. Aurr hum bohut bewaqouf the.
Bachpan ka akhri hissa:
Snow ball ki larahi apni street ke larke larkiyon se, bohut zabberdast do teen ghante khailte, akhir ghusse mein aake zor zor se marte ayk dusre ko.
Assalam O Alaikum
*Lolz Very Nice Sir
Lolz Unki Jaan bacha k yeh Tho buhat Acha kaam kiya Aap ne
Bewaqoof Lolz Woh Kyun Sir?
Waalaikum Aasalaam
Madam ki jaan to bach ghi, Hum thori mushkil mein the thakan ki wajha se.
Sunshne doobne wala be-bassi ki ghabrahat, haath aurr badan ko bohut zor se marne lagta hai. Tein char saal ka fark tha ummar mein.
Thank you bi nahi kiya na .
~tasha~ said:
Rapunzel said:Waalaikum Assalam
Nice topic & replies lolz
blame it on 'the sunshine'

*Lolz Right Sir
shayad Wo Ma'am Thanks kehna Bhool gae ho ghabrahat main
Thanks kehnay ka Tho Farz banta tha...!
bykhaber said:
madgirl said:hmmmmmmmm ss aap k liye ek khas yaad mujhe class 5 mai jab pehli baar debate k liye 1st prize mila tab..............yaar stage per gayi to chief guest ko jab humare proctor prize dene lage taake chief guest mujhe de sake....us se pahle hi maine khud proctor k haath se prize liya
~tasha~ said:
bykhaber said:
Rapunzel said:ohh dear dun mind jo waqt aj apk pass hai usko enjoy karo jo guzar gya so guzar gya
sun_shine said:
~tasha~ said:
bykhaber said:
Assalam O Alaikum
*What happened?lol
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*Yaa Right Sir
Buhat Kam log aisay Challenges main kamyaab
Ho patay hain
Sorry yeh 2nd baat Ki thori wazahat famaeyega Plz...!
~tasha~ said:
sun_shine said:
~tasha~ said:
bykhaber said:
Assalam O Alaikum
*What happened?lol
w'salam
who's he yaar?
olldman said:
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*Yaa Right Sir
Buhat Kam log aisay Challenges main kamyaab
Ho patay hain
Sorry yeh 2nd baat Ki thori wazahat famaeyega Plz...!
Waalaikum Assalam
Sunshine wazahat bohut lambhi hojaieye ghi,mukhtassar, London ki ayk High Road pe, koi ajnabi, aadmi zameen pe ja ghira, cardiac arrest (heart attack) ki wajha se.
Kuch to cardiac arrest aurr kuch pathar ki zameen pe sar laghne ki wajha se ussi ki jaan to chali hi ghi thi, thorri tahair ho jaane ke baad, usse jaab tak ambulace nahi aati, cardiopulmonary resuscitation, kuch waqat artificial resuscitation kaha jaata hai, iss first Aid ki application jaari rakhni parri thi mujhe akele hi, thakan bohut jald hone laghti hai, na jaane kitni der baad uss ne sanse leni shuru kar di, lakan sanse lene lagha tha. Emergency services bhi aa ghe aurr usse apne procedure ke applications ke baad, utha kar hospital le ghe. Dusre din itlah milli ke wo bechara chal bassa hospital mein pounchane ke foron baad. Bohut dukh hua muje ye jaan kar.
Umeed hai itni wazahat kaafi hai?

*Oh Right jee
Ap ne apni taraf se Jitna ho saka, Kiya
Thats Brilliant
Unki Life itni hi thi,Jitni unhain mili
Thanks Sir
Very Nice....!
madgirl said:ya olld sir aap ne to koshish ki na........ab aage jo us RABB ki marzi