Izzat, Daulat, Shohrat, Pasand ki shaadi, Ghar mein kisi kisim ki ranjish, Ya kalay jaado ki kaat. Pooray Japan mein dhoom machanay kaay baad agaye hein Humaray har dil aziz Amil Hyderabadi. App kee har pareshani ko dour karnay kee koshish karein gay aur khol dein gay saray duniya kay raaz app kay samnay
Achay aur mufeed mushwaroon kay liyeah abhi contach ki jiyeah Inshah Allah faidah hoga
Age: 125
7237 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Beta App shaadi kyon nahin kertay. Ghair Shaadi shuda rehnay say aksar aisee pareeshanion ka samna kerna pardhta hai.Inshah-Allah Allah barkat day ga Ameen.
Age: 125
7237 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Is maslay par abhi Moulana sahab nay khamooshi ikhtiar kee hoee hai Kyon kay abhi tak unko apnay anday tootnay ka gham ajj tak kha raha hai.Zahir see baat hai tootay hoay anday dobara zindah ya theek nahin kiyeah ja sakhtay. Aur us say ajeeb baat tou yeah hai kay anday tootnay ka ghum moulana sahab say ziadah, ghar mein maksoos logoon ko hota hai.
Age: 125
8168 days old here
Total Posts: 22153
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aab zahir si baat hay un makhsoos logoun nay tu nashta karna hota hay ... aab mulana saahib tu apni quwat e iradi par zinda reh sakty hein baqi makhsoos log jo bhi hein woh tu aam insaan hein un ko tu kuch na kuch milna chahiye :p
Age: 125
7237 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Teen tracker Warmth of love say kuch seekho. Andoon ka roona thordho aur Warmth of love ki tarhaan subah nashtay mein namak paray chai mein duboh duboh kar, choos choos ker khao. Namkeen aur meetha maza sastay mein pao.
Age: 125
7237 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Light Janay ka eik Hal hai. Pehlay us ka peecha karo kay kahan jati hai,kis kay saath jati hai, aur phir mauqa miltay hee usko aur uskay Aashna kee muramat kardo. Aur jab dono ki khoob haathon aur lathonn say dawat ho jaye to Karo Kari ka Ilzaam laga kay faraar ho jao.