sandalina said:i agree ki jazbaat sache hone chahiye lekin kai baar esa bhi hota hai ki door ho jane se juda ho jane par jab koi aur aaa jaye zindagi mein toh aapke jazbaat bhi badal sakte hai kuch pal ke liye aap behak bhi sakte haiager pyar sacha ho to kisi bhi tarah bharta hi hai khatam nahin hota han dil main jazbaat sache hone chahiyain bas pyar bharta hai aur ager dil main hi jhut ho to chahe kareeb rahain pyar khatam ho jata hai.
$$dreams said:

ffm said:sahi kaha ki hamara control nahi hota ese events par lekin jab koi doosra hamari life mein aa jata hai tab kabhi kabhi esa lagat hai ki yeh sirf attraction hai aur sacha pyaar toh woh tha jo hum peeche chod aaye jisse hum door ho gaye hai tab hume kya karna cahiye us sache pyaar se pyaar karna chahiye ya phir is doosre insaan se
$$dreams said:
sandalina said:i agree ki jazbaat sache hone chahiye lekin kai baar esa bhi hota hai ki door ho jane se juda ho jane par jab koi aur aaa jaye zindagi mein toh aapke jazbaat bhi badal sakte hai kuch pal ke liye aap behak bhi sakte haiager pyar sacha ho to kisi bhi tarah bharta hi hai khatam nahin hota han dil main jazbaat sache hone chahiyain bas pyar bharta hai aur ager dil main hi jhut ho to chahe kareeb rahain pyar khatam ho jata hai.
<font color="red"> yeah sahi kaha jenny
waqai aisa bhi hota hai
per ya know
apka kontrol nahi hota aisey events per
ya cant stop da otha person to enter in yer life
jo hona hota hai woh ho jata hai
sandalina said:per insaan ko appne jazbat per kaboo rakhna chahiye pyar eik bar kerna chahiye na ke hazaar bar mohabbet jaise khubsurat jazbe ko badnam nahin kerna chahiye bas eik bar mohabbet karo aur paki aur pure life k liye na ke hazaar bar.
Am i right???
sandalina said:wht u wrote is 100% rght pyaar ek hi baar karna chahiye aur agar hum us kisi wajah se us pyaar se door ho jaye toh hume yeh koshish karni chahiye ki kaise hum hamare pyaar ke zyada se zyada kareeb rahe kaise hamare rishte ko aur mazboot banaye aur kisi doosre insaaan ko hamare pyaar ke beech aane ki jagah hi na de tabhi hum hamare pyaar ko nibha sakte hai aur sache dil se pyaar kar bhi sakte hai henaper insaan ko appne jazbat per kaboo rakhna chahiye pyar eik bar kerna chahiye na ke hazaar bar mohabbet jaise khubsurat jazbe ko badnam nahin kerna chahiye bas eik bar mohabbet karo aur paki aur pure life k liye na ke hazaar bar.
Am i right???
sandalina said:sahi kaha woh bohot khushnaseeb log hote hai jinhe mohabbat bhi milti hai aur wafa bhi milti hai lekin ese bhi bohot kam log hai jinhe sachi mohabbat aur wafa milti hai aur woh bhi wafa kar paate hai kyoki aaj kal toh wafa bas kuch logo ke naseeb mein hi hoti hai aur kuch log wafa milne par bhi uski kadar nahi kar paate.lekin apni toh yahi dua hai ki jinka pyaar sacha hai unhe hamesha wafa hi mile aur woh kabhi juda na hoMohabbet kerna kisi ko nahin ata bas kuch loog mohabbet buhat ache andaaz men kerte hain aur age se wafa nahe milti aur kuch loog bewafai kerte hen aur un ko mohabbet hi mohabbet milti hai per yeh to kismat ki baat hai kis ko nafrat mile kis ko mohabbet.
shamikool said:i agree ki souls r not affected by distance lekin jab do pyaar karne wale juda ho jate hai woh jante hai ki they love each other unke beech mein trust bhi hai lekin agar ek apne pyaar ka izhaar karta rahe baar baar apni feelings express karta rahe aur doosra apni feelings express na kar paaye apne pyaar ko jata nahi paaye toh iska kya matlab hai,kya woh sach much express nahi kar paata wht he or she feels ya phir door hi jaane uske liye is pyaar ki ehmiyat kam ho gayee hai ya phir thr is sumone else in his or her life iska kya matlab mikala jaaye???????????????????I do not think pyar bartha hai ya kam hota door janay sai..
I think if you beleive in your love and trust, then it would not be matter, if it is far and near.
As long as it is in your heart and nothing is closer than your heart, so no matter how far your love is it is still in your heart(soul).
LOVE OF TWO SOULS CAN NEVER BE FAR APART BECAUSE SOULS ARE NOT AFFECTED BY DISTANCE.
Thanks Allah Hafiz.
sandalina said:koi baat nahi sand agar koi hum se itna toot ke pyar na kare jitna hum usse lekin kam se kam hume itni tasli toh hoti hai ki humne sacha pyaar kiya hai kisi se.aur waise bhi kaha jata hai ki just give love don't exect anything in return.sabke pyaar karne ka tareeka alag hota hai lekin iska matlab yeh toh nahi ki hum sacha pyaar karna chod de aur jo hume chod kar chale gaye hai unka intazaar karna chod de.so cheer up frnd.ke us ka pyar sacha tha hi nahe ruh se buhat kam loog pyar kerte hain jo kerte hain woh pyar ki ehmiyat b jante hen aur pyar nibhana b jante hen, ruh ka pyar sach much sacha hota hai per afsos aj kal k zamane men kui ruh se pyar kerta hi nahe.