Ishaq Pagal Hai

2790 views 91 replies
Reply to Topic
Ahmed_G

Age: 124
Total Posts: 4
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

kaya main pa liya hai kaya main na kho diya hai
shaid hi soch kar hi dil aaj roo diya hai

to hi tha merra appna kasa pher ya tota sapna
to jo mil ka kho jay ga jina mushqil ho jay ga

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka

ya ishaq ki hai raha main jin pa ajj chal raha hoon
is aag main na jana kab sa main jal raha hoon

main to hoon tera deewana to na mujh ko na pahchana
dilbar merra isa na katr chahat main to ruswa na kar

meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja
meri duniya main aa ka maat ja maat ja kaheen mat ja

ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka
ishaq pagal hai dard hai ishaq ka

Posted 02 Jan 2004

~Fragi~ says
hanji aisee bongiez per maun teeeera hee hoga na
Posted 23 Mar 2004

kiran says
acha hum to aise hi bongies marte hain tumhain nahin sunne to na suno..
Posted 23 Mar 2004

~Fragi~ says
nahi ba -amer majboori sun letey haina
Posted 24 Mar 2004

javad says
payar to pagal hai aur pagal kar deta hai
Posted 24 Mar 2004

acha hum to aise hi bongies marte hain tumhain nahin sunne to na suno..

aap sunnao hum huma tan goosh hein (mean puri tawajah say sunein gay)
Posted 24 Mar 2004

javad says
yehi to sun rahy hain
Posted 25 Mar 2004

~Fragi~ says
arey ji bongiez sun sun ker to bora haal ho chuka na.. waise kahan hai woh masterni in bongiez
Posted 26 Mar 2004

javad says
bongiez ki talash main hognay
Posted 27 Mar 2004

~Fragi~ says
kkk .. kiya koi new bongiez nahi mili    
Posted 27 Mar 2004

javad says
saab ap kay paas hi hain
Posted 29 Mar 2004

kiran says
hum idher hen or apne bare men app sab ke khayalat perh ker bara dhukh hua men to yeh samaghi the k mere samne mughey tang kerne k liye hi tum loog aise kehte ho per mere piche b bura he kehte ho v. sad...
Posted 29 Mar 2004

javad says
array kiran ji nahi esi baat nahi
hum har jaga aiksay hain
abb diplomat thori hain
Posted 30 Mar 2004

kiran says
leave it loog tum loog boohat bure ho kam az kam kisi ki gher majudgi main to us ki tareef ker daite hain us ke samne nahin to...
Posted 30 Mar 2004

~Fragi~ says
nahi na .. kkkkkkiran ... we were missin ya ,, to yaad kar rahey they kkkkrian ko naraj nahi hotey na
Posted 30 Mar 2004

kiran says
maine dhekh liya hai jitna yaad ker rahai thai tum loog aur azaad jee ne jo remarks diye hain mere uper v good na jaise sare bure kaam main hi kerte hon na....nirash to tum loog kerte ho mughey maine kab kisi ka bura chaha hai sab ko welcome kerte hon tumse han bas tumse aise hi mazaak se larte rehte hon ager tumhain bura lagta hai to i am really sorry and bye.
Posted 30 Mar 2004

~Fragi~ says
arey kkkkkkkkkkkkkkiran bori baat .. how many time i had told ya k . i love dis chito chat .. n when ya were not here .. i was missing ya ... aab aisey naraz nahi hotey .. yeh chito chat hia... kabhi hum ney sata liya kabhi tum ney
Posted 30 Mar 2004

javad says
kiran ye kia baat kardi
u r very dear to us
agar esa na ho to bilwaja to koi kisi ki
baat nahi karta na ham kisi aur ko to kuch nahi bolty
tum bhi bilkul kuch nahi samjhti
abb NARAZ NA   HOO aur tum daily ati bhi nahi
baba dil par nahi loo
Posted 30 Mar 2004

~Fragi~ says
wohi to . hum jiskee care kartey haina ussee ka hee zikar hota haina
Posted 30 Mar 2004

kiran says
ahhaha bare masoom ban rahai ho na tum loog..waise bhi abb to main jane wali hon jate jate tum logoon ko khush dhekhna chahte hon..friend i like you all friends special fragi, soffi api, javad, chari and wol jee,,,,i will miss you really...
Posted 30 Mar 2004

kiran says
tumare request kaun manta hai lolzzzzzzzzzzzzzz hukam aise de rahai ho jaise mere..... lolzzzzzzzzzz
Posted 30 Mar 2004

kiran says
kjun ager request na mani to kiya ker lain gai app han...aur hum friends kab se ban gae lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz lolzzzzzzzzzzz
Posted 30 Mar 2004

javad says
ye hoi naa baaaaat kiran we miss u too
good gal
Posted 30 Mar 2004

kiran says
javad jee kuch nahin aise hi bas zara mood of tha aur mg main mazaak ker rahi thi tumare sath tumne mind kiya...
Posted 30 Mar 2004

~Fragi~ says
kkkkkkkkkkkkkiran ... kaheen ja ker to dekhayo na zara ..mein aaraha hooon .... thero zara ...
Posted 31 Mar 2004

javad says
nahi jati kahin
yehin rahy gi hamary saath
Posted 31 Mar 2004

kiran says
mere bhi yehi khushi thi per ab main kiya bataoon jana to sab ko hai eik din ajj na sahi kal sahi..
Posted 01 Apr 2004

javad says
baba wo jana to hai hii
magar iss jb ki dunia say to na jana
Posted 01 Apr 2004

kiran says
jb ki dunya se to is dunya se jaane se pehle jaoon gi...
Posted 01 Apr 2004

javad says
hmm
pardesoon say na akhian laganaaa
pardesoon nay to hai ik din janaa
Posted 02 Apr 2004

valandrian says
bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196
bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196bd23196

bd23196
Posted 26 Apr 2018

Reply to Topic