! My Jb Family!

69959 views 3636 replies
Reply to Topic
~Fragi~

Age: 42
Total Posts: 64603
Points: 0

Location:
Neutral Zone,
this aint a forum only // yahan meri family hai
Posted 25 Jan 2004

~Fragi~ says

ah artificial smile heehheeheh



Kiran ----------- >



Kiddi --------->   
Posted 19 Mar 2004

kiran says
nahin main sahi hans rhain hon yeh kiddi ka maine kisi din hashar ker daina hai.
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
arey ji dehan sey .. kaheen usney yeh perh liya to bechara kiddo hospital mein para hoga
Posted 19 Mar 2004

kiran says
acha hai pare hospital main ilaj hai is kiddo ka...mera mzaak banata hai very sad
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
meiney kab kisi ka mazak banaya hai
Posted 19 Mar 2004

kiran says
mera her waqat banate rehte ho main koi nahin hon kiya?
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
app hoona .. lemme think k aap kkkkiya hoo   
Posted 19 Mar 2004

subha says
~Fragi~ said:

meiney kab kisi ka mazak banaya hai




nah to jin k siwa aur kaun hay jo sub ka mazaq urata rehta hay

mujh masoom ka bi
Posted 19 Mar 2004

kiran says
subha very good zara is ko aina dhikhao...
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
subha said:

~Fragi~ said:

meiney kab kisi ka mazak banaya hai




nah to jin k siwa aur kaun hay jo sub ka mazaq urata rehta hay

mujh masoom ka bi



ya n masoooom wat a joke
Posted 19 Mar 2004

kiran says
tumhain her cheez joke kjun lagti hai khatar naak jin.
Posted 19 Mar 2004

acha mere naraaz hone se kuch farak nahin perta??

kiun nahi ji faraq parta hay ....
hum aap ko naraaz nahi kar saktay :)

aur kiddo
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
,me fine paa jee.




waise chalein wol ji ney keh diya to kiran kee jaan bakhsi kar detay hain . .waise she cant win na hehehe.
Posted 19 Mar 2004

thanks you :)
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
jug jig jiyoo wol ji
Posted 19 Mar 2004

kiran says
bari duaeen mil rahi hain wol jee humain to kabhi na milen aise duaeen.
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
dushmanoo ko hum nahi detaey kabhi dua
Posted 19 Mar 2004

jug jig jiyoo wol ji

ek hi jug kafi hay :D
Posted 20 Mar 2004

~CHANDNI~ says
hello good morning all of you jb familyzzzzz
Posted 20 Mar 2004

thanks for wishes Api
Posted 20 Mar 2004

~CHANDNI~ says
hi bhiya kaisy ho appppppp
Posted 20 Mar 2004

Me fine Api Allah ka shukar hay aur aap aur sab ghar walay kaysay hein ?
Posted 20 Mar 2004

~Fragi~ says
WARMTH OF LOVE said:

jug jig jiyoo wol ji

ek hi jug kafi hay :D



per traditional dua yehi hoti haina
Posted 20 Mar 2004

kiran says
fragi jee phir bhi dushmani ka hi rishta sahi dua to dedo--

Aur api hum app ke liye itne preshan thai kaise hain app jijuu razi hue ke nahin.
Posted 20 Mar 2004

~Fragi~ says
chalien ji de detay hain dua bhi :D
Posted 20 Mar 2004

aur mujhay dua nahin milay gi....sari duain kiran kay liyay...
Posted 20 Mar 2004

subha says
aur meri kahan hain duaen jh jh jin
Posted 20 Mar 2004

~Fragi~ says
~Mysteriousgal~ said:

aur mujhay dua nahin milay gi....sari duain kiran kay liyay...



jo kuch bhi hamara hia .. woh sab ley lo tum .......   
Posted 20 Mar 2004

~Fragi~ says
subha said:

aur meri kahan hain duaen jh jh jin




mujhe jo jin kahey us ko kiya dua dooon ga








jk
Posted 20 Mar 2004

subha says
AUR MEIN
Posted 20 Mar 2004

Reply to Topic