Age: 124
7787 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
well i never said k mujhe kissi bare mei koi knowledge hai.. no bilkul nahi hai
we hav to follow lunar calender ---> OK
lunar clander aint predefined ---> OK
EID UL AZHA 10 Zil Hajj ko hoti hai ---> RITE
ap ka kehne ka matlab ye hai k Saudia mei aur sari dunya mei aik saath CHAAND nikalta hai aur PAK mei uss k aik din baad ?? ooo rittttttte.. to pehle bolna tha na ab i na samajh
areyy chickkkk kya na y dont u get it saturday saudia mei Hajj tha so eid on sunday par pak mei Hajj sunday tha naaaaaa got it ??
Age: 124
8283 days old here
Total Posts: 7183
Points: 0
Location:
Iraq, Iraq
na jee pak may hajj hotta he nahi to sunday ko kya rey sall tum phir ghoom ja teray ko chukkar arahian hain kiddo tum sall ko samjhanay say rahi chaloo team up hottian hain khud samajh jayi ge
Age: 124
8283 days old here
Total Posts: 7183
Points: 0
Location:
Iraq, Iraq
ok jis kissy nay eid 1st ko ki ya 2nd ko donno dates ko eid thik howi
sall tum thik he keh rahi hoo well now me going aghar kissy ko shaq ho to mai badh may us ko samjha doon ga
question pooch sakty hoo tum sab
.....and kiddo jee tum bechary ko kiyoo tang kar rahay hoo us kay pass akel hain is leyi to question poocvh rahi hai/raha hai so us ko correct answer ya thos daleel day kar samjha doo
Age: 124
7787 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
mere paas akal nahi hai par itni samajh hai k jab kuch pata na ho to puch lena chaiye
par kuch logon k paas na akal hai na samajh i ve no doubt k aap logon ko zyada pata hai par just explain it,, is that being stupid to ask explaination of something u know and u beleive
yar phir aisa hai k u r defending something jiss ka aap ko khud kuch nahi pata ?¿
Age: 124
7787 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
welll reason jo kiddo ne bataya hai wo ye k
saudia mei they have a predict lunar calendar, for 6 months to wo log us k hisab se chalte hein and ye baat ki islam mei ijazat hai coz they follow a Imam (naam bhool gaya) jinhon ne ijazat di hogi
so agar eid theek chaand k hisab se hui hai to hajj beshak 1 din pehle kiya gaya, but it s not wrong coz it s permitted (correct me if i m wrong)
ye mujhe kiddoo ne bataya,,, it should b rite i suppose anyone wanna say something ??
par kidooo stupid ki galti he could have tell us before..
Age: 124
8283 days old here
Total Posts: 7183
Points: 0
Location:
Iraq, Iraq
saudia mei they have a predict lunar calendar, for 6 months to wo log us k hisab se chalte hein and ye baat ki islam mei ijazat hai coz they follow a Imam (naam bhool gaya) jinhon ne ijazat di hogi
if in saudi they have predict lunar calendar for 6 months so to phir yahan pakistan may hum nay aik din bad kiyoo eid manayi why? chaand ko sight karnay kay badh ya islamic months pay ya if sighting of a chaand to 1st and 2nd day ka chaad to siray say nazar he nahi atta if islamic months pay to phir to saudi kay sath he eid honni caheyay the aghar koyi aur wajha say to woh kya thee hmmmmmmmmmmmmmm wajha kya thee