Jawani pareshani

3442 views 126 replies
Reply to Topic
princeoflove

Age: 124
Total Posts: 2
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Muhabbat Kay liye jawani ya jawani kay liye MUHABBAT?
Posted 01 Mar 2004

kiran says
kahan gea zara batana to sahi please....hum per eitbar karo tumara dard bant lain gai.
Posted 07 Mar 2004

~Fragi~ says
dard hee itna piyaara hai k rooz woh choot khaney ko dil karta hai .. khekekekek kiddi k pass haina mera dil
Posted 07 Mar 2004

kiran says
yeh kiddi kaun hai bhi???
Posted 07 Mar 2004

~Fragi~ says
heeheh meri woh
Posted 07 Mar 2004

kiran says
acha?? yeh kaisa naam hai
Posted 07 Mar 2004

~Fragi~ says
nick hana .. mein pehlay kiddo tha to woh kiddi theee na
Posted 07 Mar 2004

kiran says
acha app kidoo hho
Posted 07 Mar 2004

~Fragi~ says
hanji hum hee yahan k aklootey kiddo hain
Posted 07 Mar 2004

gud yaaaaaar kiddo kiddi cute couple na
Posted 07 Mar 2004

~Fragi~ says
yesh shoono moono sey cute cute .. sey    
Posted 07 Mar 2004

~CHANDNI~ says
kosey kiddo?
Posted 08 Mar 2004

kiran says
kiddi aur kiddo yani ke fragi aur us ki gf....jis ko us ne apna dil de diya hai
Posted 08 Mar 2004

Posted 15 Mar 2004

~CHANDNI~ says
bhaiya jee wel com back
Posted 15 Mar 2004

cutefriend says
Posted 16 Mar 2004

~Fragi~ says
kiran said:

kiddi aur kiddo yani ke fragi aur us ki gf....jis ko us ne apna dil de diya hai


hanji
Posted 16 Mar 2004

kiran says
abb jawab de rahe ho bare bussy lagte he
Posted 16 Mar 2004

~Fragi~ says
yeh topic hee nazar na aya tha aur busy to hona hee hota hai ji
Posted 16 Mar 2004

talaash says
ye kiddo koun hai i want also talk with you friends
Posted 16 Mar 2004

~CHANDNI~ says
lo jee kiddo talash ko app ki talash hy..........
Posted 16 Mar 2004

kiran says
talaash sahab yeh mera dushman hai jís ko ajj kal main bomb se urane walin hon woh bhi mughey urana chahta hai dhekhain kaun rehta hai aur kaun urta hai mere liye dua kerna
Posted 16 Mar 2004

soffia786 said:

bhaiya jee wel com back



Api aap kitni achi ho .. aru sharam karo baqi sab :$
Posted 18 Mar 2004

kiran says
sharam karo app kab se app ke liye sab se lari ja rahi thi aur app ho ke very sad
Posted 18 Mar 2004

~Fragi~ says
ehheheh aisa hee hota hai ..

waise kiran aab apka avaz bohat kewl lag raha hai
Posted 18 Mar 2004

kiran says
bas man liya ajj kal koi zamana nahin naiki kerne ka
Posted 18 Mar 2004

~Fragi~ says
hian per aap ney naikee kee he kab ?
Posted 18 Mar 2004

kiran says
acha nahin ki khush abb.
Posted 18 Mar 2004

~Fragi~ says
kiran said:

acha nahin ki khush abb.




wohi to mein soch raha tha k how can ya do a naiki hehehe jk
Posted 19 Mar 2004

kiran says
very sad itna bura sochte ho mere bare mai´n.
Posted 19 Mar 2004

~Fragi~ says
kiya na .. jo jaisa hoga waisa hee sochoonga us k bareye mein
Posted 19 Mar 2004

Reply to Topic