unkhula payar

795 views 12 replies
Reply to Topic
rajaamin

Age: 50
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
Mirpurkhas, Pakistan
aik chote se gaon main aik larka rehata tha gaon bara hi khubsoorat tha nadi k kinare charon taraf green pahar the larka bhi un hi ki tarhan khubsoorat tha. us ko sab log sagar k nam se jante the. is gaon k sardar ki aik beti thi jis ka nam tha nazia r payar se use nazo kehte the wo nahayat hi khub soorat thi lekin bari hi maghroor thi jo k use us k wallid se wirasat main mili the sagar r nazia donon pa** k aik kasbe main 1rt year k student the sagar nazia ko payar karta tha lekin izhar karne se darat tha r nazo apne bhai k sath college jeep main aati thi wakat guzrata raha r phir donon sheher univesity aa gai sagar gharib jab k nazo ameer thi lekin sagar k dill main mohabat ka khazana tha jise wo nazo k samne khole nahin sakta tha...... Aik din sagar univesity cantin main gaya to us ne dekha k nazia apni aik dost k sath bethi hey sagar reh na saka us ne nazo ko hi kaha to nazo ne use bari berukhi k sath jawab dia sagar ko dukh to huwa lekin use ye khushi bhi thi k us ne aaj nazo se bat ki hey r us main aik aetmad peda huwa.nazo ki seheli r nazo us ki taraf moon kie kuch keh rahei thien sagar sun to nahin sakta tha kion k wo kuch door ja betha tha lekin us ne andaza laga lia tha k wo log us ke bare main hi bat kar rahey hain.sagar ne chae ka order dia r pjhir soch main gum ho gaya.......
Posted 18 Jun 2004

WAFA says
hmmmm...
Posted 21 Jun 2004

saagar yeh nahi jaantha tha kay nazo kay dil may bhi us ki liye bahut pyar hai.
Posted 21 Jun 2004

lakin nazo is baat say darti thi k ager woh sager ki taraf barhay gi to oos k ghar walay sager k dushman ho jain gay.....
Posted 22 Jun 2004

WAFA says
per woh sagar kay baghair reh bhi nahin saktee..isliye wo aik faisla kertee hay kay....
Posted 23 Jun 2004

woh apni jaan day dee ge. jaise woh jump karne walie thi i don't know in wat.
Posted 24 Jun 2004

oos nay socha k is jeenay say to marna behter hai so she jumped in a well
chalo g kahani khatam paisa hazam
Posted 24 Jun 2004

WAFA says

Posted 24 Jun 2004

but she has a rebirth lol
Posted 24 Jun 2004

WAFA says
OMG aur nazo aik gareeb family mein paida hotee hay
aur jub sagar usko dekhta hay tu heairaan ho jaata hay per ab woh boorha ho chukka phir wo queen ki clinic per jaata hay treatment kay liye takay dobaras ay young ho jaye but wo excitement mein kuch zyada hi high doze lay laita hay aur phir say bacha ban jaata hay...uff..
buss the end
Posted 24 Jun 2004

Guest_005 says
Posted 25 Jun 2004

nahin wafa abhi aur aagay...
jab woh dobara bachay ban jatay hain to aik din sagar ko bohat taiz bukhar aut khasara ho jata hai jis ki waja say woh mar jata hai
Posted 30 Jun 2004

valandrian says
bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723
bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723bd22723

bd22723
Posted 25 Apr 2018

Reply to Topic