Age: 50
7608 days old here
Total Posts: 1775
Points: 0
Location:
Sargodha, Pakistan
Certainly there are things which are achieved by Struggle, Hardwork, own will and potential. But yes fate and fortune involved in all these basic units of life.
Age: 124
7545 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
tu yehi tu aapki kismat main nahi tha isee liye tu aap ke anthuk mehnat ke bawajood wo chees apko nahimilli,coz wo apki kismat main nahi thee...!fate and fortune ....2no work kertey hain lazmii tor per insaan ki zindagi main...u must have to believe it!
Age: 124
7545 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
jii haan bilkool bazahir yehi lagata hia jab koi kaam barey mehnat ke sath or lagan ke saath kiya jaye or wo poora na ho tab bhi usmain Allah tala kii maslahut ka taqaza hota hai isee liye wo kaam banday ke haq main nahi hota....or us kaam ka sila Allah tala kesee or tareeqey se dedetey hain...ya akherat ke liye rakh detey hain ager wo kaam jo baree mehnat se kiya jaye or iska result aagey jaaker bohut hii bura ho tu aap ki ye khuahish naaye hoagi ki kash yee kaam na hota...... isee liye hamesha Allah ke raza per khush rehna chaiye!