SupidGuy
Age: 124
Total Posts: 12314
Points: 0
Location:
Hungary, Hungary
Asalam-o-Aleikum!
it is my i think 2nd post here
Char Cheezain :-
ek dafa Hazrat Mousa (alaih salaam) nay Allah say kaha ke kiya achaa hota agar chaar cheezain hotin aur chaar na hotin ...
zindagi hoti mout na hoti,
jannat hoti dozakh na hoti,
ameeri hoti gareebi na hoti,
tandurusti hoti bemari na hoti....
Gaib say awaz aayee Aey Mousa!"agar zindagi hoti mout na hoti tu mera deedar kaisay hota..agar jannat hoti dozakh na hoti tu meray aazab say kon darta ..agar dunya main ameeri hoti gareebi na hoti tu mera shukar kon ada kerta..agar tandurusti hoti bemari na hoti tu mujhay yaad kon kerta .....
jab yeh batain Hazrat Mousa nay suni tu kaha Aey Allah!beshaq teray har kaam main koi na koi hukmat zaroor hoti hai.... MashaAllah
take care & stay cool
ALLAH BEILI
Ashii
Age: 124
7752 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
true yarr..
Allah miyan ko yaad karna,, unn ka shukar ada karna aur unn k azab se darna
and muslims ki life ka to end hi yeh hai,, k KHUDA ka deedar ho marne k baad.. as death is also called WISAL
so this life is just like a passage that we must go across
WAFA
Age: 124
7514 days old here
Total Posts: 6984
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
V NICE
YEH LIFE TU TEMPORARy hay hamree asal life tu marnay kay baad hi start hogee..jo permanent ho gee..humein uskay liye zyada sochna chahye...
isdunioya ki her cheez tnmporary hay..BHOOK , BEEMAREE, KHUSHI , GHUM, AMEERI GAREEBI..WHATEVA..HER CHEEZ TEMPORARY HAY..THODI DAIR KAY LIYE..ASAL LIFE TU marnay kay badd wali hi hay