~Mysteriousgal~
Age: 124
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
~Mysteriousgal~
Age: 124
8270 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ANOTHER BIG HIT OF THE MOVIE "SURR"
Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana)
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana
Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana
Tu nahin hai magar phir bhi tu saath hai
Baat ho koi bhi teri hi baat hai
Tu hi mere andar hai, tu hi mere baahar hai
Jab se tujhko jaana hai, maine apna maana hai
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana
(Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana)
Raat din ki meri dilkashi tumse hai
Zindagi ki kasam zindagi tumse hai
Tum hi meri aankhen ho sooni tanha raahon mein
Chaahe jitni doori ho, tum ho meri baahon mein
Magar aana is tarha tum ke yahan se phir na jaana
Kabhi shaam dhale, aah
Kabhi chaand khile, aah
Kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana
Kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana
~Mysteriousgal~
Age: 124
8270 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Khoya hai tune jo ae dil
Vohi to rooh tha, jaan tha
Thukra diya maine jisse, kismat thi meri
Kudrat ne jo bakshi thi voh daulat thi meri
Khoya hai tune jo ae dil
Vohi to rooh tha, jaan tha
Qaatil hoon main, mujrim hoon main, dushman khud apna
Jalta hoon main, mujh mein meri jalti hai duniya
Khoya hai tune jo ae dil
Vohi to rooh tha, jaan tha