DL
more rights to pata nahi,, but i agree we r different so wa cant have SAME rights
agar me 100% men waale rights chahu to mujhe woh sab responsibilities bhi nibhani parein gi
so im happy with i have according to my religion,,, zahir hai hum apni society ki baat nahi kar rahe
hmmm, more rights mei aik baat zehn mei i
i think property wala masla,,, sab ko lagta hai mard ka hissa zyada aur aurat ka kam hona zyadti hai
but jahan tak mera khyal hai (jo k galt bhi ho sakta hai),,, mard k upper apne poore fam ki financial resp bhi hoti hai,, apne bv bachon ki,, jab k aurat ki aisi koi resp nahi,, woh apni property ki akeli malik hai
(normal halaat mei,, par aisa hota nahi)
hmm,,, aur bhala kya