ZEESHANAHMED said: haan zaroor hoon khudgharz thora ya ziada magar faraiz poora karnay ka yeh matlab tu nahi na ab aap ki gharz poori karna Uska farz ho gya hai?
nahi,,, yeh nahi kaha me ne
par phir humein iss baat ka yakeen kyun dilaya jata hai k niyyat saaf rakho,, amaal theek rakho,, har khahish poori hogi ??
read bazu's mail
he might b wrong,,, par hum jab tak kissi aisi situation se khud nahi guzarte doosron ko tasalli dena bohot asaan hota hai..
mera khyal mei dunya ki khahish rakhna galt nahi hai,, par isse hamari priority nahi hona chaiye.... dunyavi khahish hamesha materialist nahi hoti, some ppl need a spiritual satisfaction in this world,,, we sometimes need answer to few questions
agar khahish karna galt hai to phir dua ki kya hesiyat hai ??