Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
the biggest sin,, hmmm it s said k SHIRK ki maafi nahi
but shirk khuda aur bande ka muamla hai,, so i wont say anything abt it




the biggg biggg bigggesstttt sin,, jo saabb karte hein
aur koi saza nahi milti
kissi ka dil dukhana,,, apni khushi ya apne faide liye kissi ko takleef dena
Posted 26 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mehmaan bhagane ki kya zaroorat hai
unn se kaho
aaiye,, tashreef laiye
apna ghar samajh k rahiye
aur phir unn se wohi sulook karo jo apne ghar k logon se karte hein

Posted 26 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmm,,
yarr,, jo bhi kaho
par hakeekat to yeh hai k we share saaamme culture,,


not proud of it at alll,, par aisa hi hai
see,, hamara shadi ka tareeka, or wedding ceremonies
women status in society
peer, fakeer,, mazaar pe beleif
cast system

sab kuch to unn jaisa hai,, sirf aik mazhab hi different hai na,, woh bhi naam ka
to bass,, agar khud ko different samajhna hai to prove it

HUM SAB AIK HEIN
khehkehekheeee..
Posted 25 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
abayy ulluuu,,
kehne mei galti ho gai naaa

matlab tha k she doesnt beleive k unn pe koi jinn tha
unn ka khyal mei shayad tabiyat kharab ho gai ho gi

parrr,,
aikk dammmmm se
achanaakkkkkkkkkk
without annyyyy reasonnnn,
ittniiii kharab tabiyattttt

hooooo hahahahhaaaaa
Posted 25 Nov 2004

Topic: Culture...

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
i hate paki culture

im sure u dont wanan know details
Posted 25 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
basssssss..

itna sa gussa
Posted 25 Nov 2004

Topic: How r they

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dono aik hi to hein
Posted 25 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Queen Victoria said:

main nay aaj hi aik movie daikhi hai VEER ZAARA
acchi lagi,,,rona bhi aaya
issi tarha ki aik Pakistani movie bhi daikhi thi kuch arsa pehlay shaid oos ka naam "KHOAY HO TUM KAHAN" ya kuch aur tha shan aur zara sheikh ki...
aisi hi kuch aur movies hain jin main sab ka aik hi moral hota hai"INDO PAK frienship".
in sab main youth ko yeh bataya jata hai k hum aik hain mazhab, sarhad, hakoomat ya politics sab hum ko alag karnay ki koshish kertay hain , hum log kal bhi aik thay aaj bhi aik hain.
aaj kal hum naach ga ker aik doosaray k shows(artists) attend ker k yeh sabit karnay main lagay hain k hum ko alag karna ghalat tha.iss cheez ko hum aman qayam karnay ki koshish kahtay hain.

iss tarha ki movies daikh ker hamesha meray zahan main kuch sawal uthtay hain..............!
1- kya "DO QOUMI NAZRIYA" Sir sayad ahmed khan ki ghalati thi.
2- kya jin logon nay 1940 main Pakistan resolution k pass honay say lay kar 1947 tak struggle ki woh waqt zaya kya?
3- kya 1965 main Pakistan ko bachanay k liye honay wali shadatain bekaar thin?
4- Kya Quid e Azam nay iss din k liye hamain Pakistan diya?



kya koi mujhay yeh bata sakta hai k aaj jo pegham hamian diya ja raha hai hamari manzil woh honi chahiye...kya waqaye hum aik hain ya hamin hona chahiye



here i amm,,
sorry me ne baki logon k comments nahi parhe abhi

well,,, dosti ka paigham galt nahi hai,, coz itne saalon ki dushmani se sirf nafrat barhi hai,, aur nafrat kissi pb ka ilaaj nahi hai,, jab saath rehna hai to mil k kyun na rahein,,,
but rite,, yeh kehna k mulk ka alag hona galt tha,, dont agreee,,    i didnt watch veer zara,, par agar aisa kaha gaya movie mei to bilkul galt hai,,
basically im against partitions concept,, coz Islam nafrat nahi mohabbat aur bhai chaare ka mazhab hai,, but i know k tab halaat aise paida kar diye gae the k partition was the best solution,,

jahan tak kurbani ka taluk hai to,, i believe kurbani dono taraf se di gai,, zyadti dono logon k saath hui,, par hamare han sirf yehi kaha jata hai k sirf muslims k saath khoon kharaba hua,, hakeekat yeh hai k ache bure log har jaga hote hein,,, funniest thing is sab se zyada zyadti sikhon ki taraf se hui par pakis zyada nafrat hindus se karte hein,,


khair ab jo hua to hua,, we better learn from our past mistakes,,, nafrat sirf mushkil ko barhati hai,
im for nationalisme,, but against racisme,,
most of ppl cant see the difference btw these 2 terms

khair ab tame kharab nahi karo,,, hum ne tayyar bhi hona hai
Posted 25 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
SD


iss baat mei u r not wrong mephis,, thats y i ve some doubts abt "democracy"
hehehhee...


lemme explan u the difference in simple words
u were born free,, means in a free country
but,,,,, kya aap ko apni zindagi k tamaam faisle khud se karne ka haq hai ??
na parents se puchna ho,, na family walon se,,, na logon ki parwah karni ho
u r free,, but u depend on the rest of world to decide abt ur own life
Posted 25 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyy i believe in jinnz existance
but i think they ve better things to do than possessing ppl
Posted 25 Nov 2004

Topic: OUR INDUSTRY

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
kyaaaaaaaaa bakwaas chal rahi haaaaiiiiiiiiiiiiii
shuttt up shuttt upppp shuttt uppppppppppppppppp both of uuuuuuuuuu

ban themmmmmmmmm
Posted 24 Nov 2004

Topic: OUR INDUSTRY

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyy nahi,, u didnt get me
im not taking his side

all im saying is,,, he distroyed our whole country,, uss k na hone se bohoott kuch badla hai par aap ko sirf yehi faida nazar aaya k we can listen to bands like junoon



btw we loovvve mushi uncle
just coz he let us do wotever we want,,
howww mean
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
areyy yarrr,,
itnaaa try karti hu tab kahin ja k koi darta hai
waise sweet,,, daraana nahi darna buri baat hai
hehehheee..


me fine sasha,,, how r u
kahan thi sara din
me akeli pooore jb ki khaak chaan rahi hu subah se
:(
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hae Allah jii
me kya karuu
jab mujh se koi darta hai to mujhe bohot maza aata hai

Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
wo asal mei sab ko batana bhool gae hein


mg jii pa jii ki unnn ne jb pe aane sa mana kiya hai kya
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ufffff..

lilllaaahhh aisa ghazab na kijiyyye
iss tagaful pe kaun na marr jae


Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
noooo way
khabardaar jo kisssi ne tang kiya addiiii ko






saabb ko tang karne ka departement mera hai
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
nahi nahiiii
me to sarial hu

jo sarial nahi hai woh namakool hai
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
wellll,,

basically it s a handicap like an other
iss liye hansna nahi chaiye

parr..
some of em are men
hmmmmm,, wot can i say k unn k saath kya karna chaiye
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dosti mei koi harj nahi hai
par difference ko nahi bhoolna chaiye
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
queenyyy
have a lot to say,, raat tak wait karo
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
my prev post was a joke shugali
JOKE
MAZAK
ha haaa hehehe
woh wali baat
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
sachi sachi batana hai
ya phir sab ko khush karne wala topic hai yeh
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
khekehekhekee...
queeennnyyy

areyy yar change kar diya na
but ather ne galt kaha
i said YAHAN KOI GADHA BEWAKOOFON WALI POST NA KARE

kya kissi ko laga k me usse keh rahi hu
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France


Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yehhh dhuwaaannnn
saaaa
kaahaaannnn se
uthtaaaa haii


dekho toooo
ather k dil k jaan se
uthtaaa haii
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hamare sarial hone pe aap kyun sarrr rahe ho
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
haan naaa
me bhi sarial
mera sall bhi sarial
hamara meenu bhi sarial

hummm saare sarial hein
aik damm kuchii puchiiii

   
Posted 23 Nov 2004

Topic: Good Bye

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
ohhhhhhhhhh..

im sorry freddy
woh me ne adii k upper pathar phenka tha
aap ko lag gaya
ab wapis aa k adii ka sir phar do
par naraz nahi ho plz
Posted 23 Nov 2004

Ashii

Age: 125
7810 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
apna hissa aap zardari bhai jaan se lijiye
hisse karne mei expert hein woh

par zara ehtyat se kahin aap k hi 4 hisse na kar dein
Posted 23 Nov 2004