areyy yar i think i was not vv clear
kehne ka matlab tha k agar aap kissi k saath nibhane ka promis kar chuke ho to phir EVEYTHING IS FAIR,, matlab k kuch bhi kar k apna kaha nibhao
balke id say,, jaan bhi jati hai to jae
(am i exagerating ;))
yar niyyat achi hai to sab jaiz hai
aur agar aap sab ulta seedha pyaar mei nahi balke apne dheet pan dikhane ko kar rahe ho to phir galt hai,,
han islam mei apne aap ko nuksaan pohonchana galt hai,, apni zindagi ko khuda ki amanat samajh k iss ki hifazat karne ka hukum hai,, par kissi ki zindagi,, uss ki bhi to utni hi value hai na,,
yarrr me kya bak bak kari ja rahi hu,,, for the moment even my ideaz in my khopri r not v clear,, ghar ja k baat karein ge,,
aur molvi fradi uz zaman ka farmaan bhi parhein ge
tab tak k liye
rone ka nahi
dhone ka nahi
life mei hanste rehne ka
arey bheja nahi satkane kaa