Aasera said: yahi baat koi yahan ki masjidon kay molviyon ko bi samjha day
aik hi city main rahtay hoay sab kay chand alag alag days nikaltay hain
Bazi bro mairay paas aik question hay,
kahtay hain kay Qabah rukh paon kar kay nahin sona/laitna chahiyay
ab agar room kay konay(corner) ki taraf khana-e-Qabah ata ho to us corner ki dono walls ki taraf aap paon nahin kar saktay?
or sirf corner ki taraf?
hope aap maira question samajh jaen.
i am in hurry, but in short i will try to answer...wall ke taraf paoon ker saktay hain...try not to let u;r feet face the corner though...aur agar ghalti se ho bhi jaye to God knows mistake hae...God is all forgiving...if u ever have a chance to go to mecca..u will see ppl r sitting there with feet facing towards kaaba..motly ghalti se...but no one stops them though...also...when we dunno where kaaba is...kabhi our feet face towards kaaba..but we dunno cuz hum ko pata he nahi hota ke us taraf kaaba hae..God won;t catch us for that..cuz ghalti anjanay mae hoye...so in my opinion...hum ko burai se ya us kaam se jis mae we r unsure hoon..jitna bach saktay hain bachain...baki God is all knowing...