BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
BadShaH1 said:

Koi jawab dena hey key nahi?

aray daynaa hay na badshah 1 app daraa kyun rahay hain hamain
Posted 25 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yes sure sure why not franky
Posted 25 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
DejaVu077 said:

Hi Bisma

How iz life?

What does Bisma means?

What u do when u r bored?

Where u see urself in 5 years?

How many planets r there and their names?

My computer is getting slow, what to do?




Hi dejavu hows life?
my life is good Allhamdolillah
Bisma meanz shuru start
jab bore ho rahe hon to kuch khaa layty hon lol
joksapart bore ho rahe hon to Namaz pharti hon Nafil namazain
aftr 5 years enginring complet hogye hogi aur shayed job kar rahe hongi ya phir susraal mein haandi chola

9 planetz and namez are
mercury,venus , earth ,mars ,jupitor, saturn,uranus,
neptune and pluto...btw app k is question say mujhay meri class 1 yaad agaye hehe


last question.....if computr slow hay to aik dhakka maro aur kuch nahe....khud ko nahe computr ko


Posted 24 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:

Hola Ceniorita

Koi aisa Shair sunao jo kaafi saal pehlay suna ho, enjoy bhi kiya ho...Magar uss ki Samajh ab aayee ho?

Zindagi mainn Khawb hainn ya haqeeqat?

Meray ilawa JB per kpn favorite hay?



hello new bhai how r

Chupaye dil main ghamoon ka jahan bethay haiin,
Hum terii bazam main bay zuban bethay haii

KYun chupkay say wo loog utar jatay hain dil mein
jin logon say kismat ki sitaray nahe miltay


yeh 2 shair ham nay class 10th mein sunay hogay jab urdu phari the lol but us ki samajh nahe aye the k kiya hay yeh sab magar abb samajh aya k waqai kitni sachaae hay in shair mein aur socho to shair nahe kis dil say yeh lines kahee hongi kiya beeti hogi un per jo itni sachee baat un k dil say nikli

riz bhai mein aik khuwabon mein rehnay wali larki the kuch arsay tak........magar abb yakeen ho chala hay k khuwab khuwab hotay hain aur haqeeqat haqeeqat
isliye zindagi mein abb haqeqat ko tasleem karna zaroori hay

app k elawaa yahan bohat say achay membrs hain jo mujhay pasand hain aur jin ki post hamain bohat zayada pasand hain like family meinto sab he pasand hotay hain na aur jb is like my family so i like evry one here
Posted 24 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Frankenstein said:

do uhave any idea what it is to be like broken?
what are yer bad qualties,,??
do u think u have tendency to avoid spending time with other people?
and can i ask you out for this valentine>?



prayers and promises



hey franki how r u?
question no 1 umm very interesting question u know and my answer 4 dat is "YES"

answer # 2 bad qualitys bohat hain aur jo main hai wo yeh k bohat jaldi dosron ko apna samajh laytay hain un per trust kar laytay hain....aur jitni jaldi trust kartay hain utni he jaldi trust toot jata hay....

3rd answer ....actually i love spending time with other people den y should i avoid
so answer is damn NO....i m bad when it comes to avoiding people


actully i hate this day....mujhay bilkul bhe trust nahe is din per isliye sorry coz loog is saal kisi k sath aur next year kisi k sath hotay hain if piyaar ho aur strong relation hay to har din velntindy hay   




Posted 24 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
WARMTH OF LOVE said:

Nice to have u on our Guest of the WEEK topic.

1. Baryani banany ki recipe batao? (I know everyone has diff style).

2. (14*5+3-2) = ?

3. Agar ek Haftay k liye aap ka ghar mein TV + Phone (Allah naa kary) kaam nahi kar rahy hoon tu aap kiy akaro gie?

4. Kiya khush rehny k liye sirf khud par bharosa karna zarori hota hay k kabhi kabhi Allah par bhi Umeed rakhna khush rehny ko kafi hota hay?

5. How often u write anything?

6. How many pplz are there in family(siblings)?

bas itnay sawal abhi yaad aa rahy hien baqi agar mazeed yaad aye tu ....



thanks WOL>>>>>>>>>
umm biryani bananay ki recip thori se long hay Pm chalay ga to bataain send karti hon

71

if aik haftay tak tv aur phone kaam na karay to ham Allah ka shukar karaingay k kuch dino k liye sukoon mila waisay bhe ham tv bohat kam dekhtay hain na dekhnay k barabar he samjhain aur fone bhe kaafi kam use kartay hain isliye fikar not

Khush rehnay k liye khud say zayda Allah per bharosa karna chahiye kyun k wo jo sochta hay hamaray bhalay k liye he sochta hay

5th question kuch samajh nahe aya but jab bhe ham kuch likhtay hain to zayada tar apna naam ya phir Allah tala k liye kuch msgs jis mein kabhe shikayatain hoti hain to kabhe bohat sa piyar

we r totl 5....we r 3 sis and 2 bros Alhamdolillah

shukriya questions karnay ka acha laga kuch diffrnt questions k answer daynay per...hope to c.u soon
     
Posted 24 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

Aslam o alikum
1 : how r u ?
2: howz ur studies going
3: ur forthcoming plans (if u want to share wid us )
4: ur big achivment in life till now



W.salam CF kiya haal hain?
i m fine Alhamdolillah
stdies going Goood no so bad
ummm apni friend ka jald say jald treatmnt karaain filhaal yehi kuch isi tarah ki plannings hain aur koi personal nahe
hmm big achivmnt bohat say hain per abhe bhe i m saying k life mein kuch asa hasil nahe kiya jisay ham logon k samnay bata sakain...chotay motay achivmnts kaafi hain mashallah    
Posted 24 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aray bhi rukiye hamara jb forum nahe chal raha thaa naa isliye abb ham zara phar lain phir answer daytay hain sorry ppl app sab ko wait karna pharay
Posted 23 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wo kaisay kartay hain   
Posted 19 Jan 2007

Topic: ^^^CF^^^

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oh ho app bhe bahaanon k mohtaaj hain   
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aur plssssssssss kabhe kariye ga bhe nahe acha rahay ga app k liye
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hahaha lolzz
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
t0 poori baat karnay k baad app nay LOL kyun likh diya if app waqai serious hain to
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ahaan bari ajeeb cheeze bataae hay
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
har jagah bas apni tareef
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
app bhe logon mein shamil hain
Posted 19 Jan 2007

Topic: ^^^CF^^^

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
BoRnFl_iRt said:

BisMa said:

haan yeh bhe hay koi bhe bahanaa sahe wo aye to sahe



Bas Aak Jal Bahanoon Per Hi Loog Mila Kerte Hain ...


100 % baaat sahe hay app ki
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaafi andar ki baatain pata hain app ko
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 19 Jan 2007

Topic: ^^^CF^^^

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
awwwwwwwwwww bechara srk
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hamara kaam he dil torna hay
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Doc Sam waqai bohat achee hay
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


app ko meri age kaisay pata
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
and very nice QV sis
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kisi ka naam likhaa hay aur aakhir mein i love u
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Logon per say jab say bharosaa utha hay apnay opar say bhe uth gaya hay
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kabhe nahe
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmm dats Good btw age kiya hay app ki
Posted 19 Jan 2007

BisMa

Age: 124
6570 days old here
Total Posts: 1421
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
JB per loog dil tortay hain
Posted 19 Jan 2007

Copyright ©2024 Janubaba.com - All Rights Reserved.- .229