Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Koi bhi lafz likhta hoon to ankhein bheeg jati hain.Teri yadoon ki khushboo khirkiyoon mein rakhs kerti hai,Tere gham mein sulaghta hoon to ankhen bheeg jati hain.Na jane hogaya hoon is qadar hassas main kab se
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kacchi deewar hoon,thokar na lagana mujhko, apni nazaron mein basa ker na girana mujhko, vaada utna hi karo jitna nibha saktey ho mein toh aashiq hoon,deewana na banana mujhko.
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
In Udaas Muskurahaton Ke Peeche, Ghum Ke Railay Hain..............Ab Tumhain Kya Batayain, Ke Tum Bin Kitne Akele Hain yaar sacha piyaar to bohat kam log hi kertay hain baqi to sab time pas hi kertay hain ( sorry to say )
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaar main sacha piyaar kerta tha us se aj bhi kerta hoon us k janay k baad meri zindagi mein koi lerki nahi ayii aj tak na ayegi kabhi main akela rahonga hamesha zindagi bher
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaaar maine us k parents ko bananay ki bohaaaaaaaaaaaaat koshish kiiiiiiiiiiiii but us ki mom nahi manii yaar us ko mom ka khayal tha jis se us ki shadi horahi hai wo ziada acha hai khandan ka hai etc etc i hate this all
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khud ko phir tarkay muhabbat ki saza di mainay phir koi yaad teri dil say mita di mainay siskion say kabhi aaho say kabhi ashko say apni her shaam tere baaad bujha di mainay
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks for u all specially to wafa & rafia
Har Mor Per Mili Ghum Ki Parchaiyaa // Zindagii Se Samjhoota Karne Ki Adat Hogaee // Jante Thay K Nahi Hosakte Kabhi Tum Hamarey // Phir Bhi KHUDA Se Tujhe Maangne Ki Adaat Hogaee
Age: 125
7533 days old here
Total Posts: 60
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaaar aap log nahi samjhoogay ye ik sacha piyaar kernay wala hi jan sakta hai us k dil pe kia betti hai jis ne piyaar na kia ho sacha piyaar us ko kia pata piyaar kia hota hai 4 yrssssssssssssssssssssss sath guzaray hum ne ik dosray ko bohaaaaaaaaaaaaaaaaaaat chaha