Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mujhe kisi ne card bhejne ki zehmat bhi nahi ki..

theeek hey.....
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rehne dain aap sab..

mareez ko hum khud yahan le k aaien gay..

hahahaha
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

kis kay dil kay signal?



kese kahoon
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:

dil ka signal kam
kuch karo logooo

signal kahin aur na ja rahe hon



check karna paray ga...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TT bhai..

is k liye to humain Bohat detail main jana paray ga..

to find about KURDS and irani people killed by Saddam...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Wese pehle darta bhi tha . Bakray k pas nahi jata tha, aor aaj to Hum sab main sab se zyada BRAVE nikla...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Achay Logo,

The purpose of the topic was k Hum peechay murd k dekhain, sochain aor phir Plan karain..

Jo ghaltiyan ki hain, wo REPEAT na karain. Aor jo achi baatain hain, Unhain LOSE na hone dain...
Mushkil waqt aata hey, lekin Guzar bhi jata hey..

U jst need to have a STRONG FAITH in HIM who REALLY LOVES US ALL....
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~alone~ said:

sab apni kismat ka patay hain... and i am one of them... i dont want anyone's sympathies...
all i wanted to share here for the first time is for me dis year was da worst year...worst ever year of my life... i know blving is hard but dis is wat truth is... i lost the most the MOST important person of my life just for the sake of my family... and their respect... i dont want anyone to blv coz now i dont have any expectations from my life... a life in which i am breathing but im not alive... a life in which i am smiling but inside all da time im crying... a life in which im living wid ppl but im all alone...
i know it seems a drama to many ppl but only my Allah and only i know dat all dis is truth... and on the Day of Judgement i will ask Allah only one thing and that would be... mari itni duaoon kay baad bhi u dint give me wat i want the most tu plz ab tu day dain....
i dont want anything from my life coz all i wanted is a person to live a new life happily coz i cant make da person happy anymore... but it hurts more wen the person u want to be happy thinks dat we r apart just coz i never wanted that person and luvd that person... i wouldnt have cum n post here but woh kiya hai na kay maray ander itna kuch hai k shaid main yahan likhnay baithoon tu sadiyan lag jaain jo mujh pay beeta but maray pas koi na tha k kah sakoon... haan loog buhat thay but jaisay maray hont si diyay gay... aik taraf pyar aur aik taraf family... jaon kahan samhaj nahin ayee... aur har baar dil ki hi har hoti hai... aur damagh jeet ki khushi manata hai aur ab ki bar bhi yahi hoa... 2006 ko main kabhi nahin bhool sakti coz is saal nay mujh say woh lay lia jo main kabhi na khona chahti thi... aur loog mujhay hi dhokay baz aur jhoota kahnay lagay... haq hai unka aur unko kahna bhi chahiyay coz woh kiya janain kisi pay kiya kiya guzri...
zindagi say kuch nahin chahiyay bas yahi dua hai kay anay wala saal kisi ki zindagi main itni khushiyan laay k woh mujhay aur mari ki hoyee BAYWAFAI ko humesha k liyay bhool k new life start karay.... main uskay pyar ko deserve hi nahin karti...usko kisi aur kay sath sochoon bhi tu ansoo atay hain but ya dua ab rooz karti hoon... kiya karoon woh mari kismat main nahin hai but khushiyan tu uski kismat main honi chahiyay na... aik aaisa insaan jisay main sab say zada chahti hoon pyar karti hoon miss karti hoon kabhi bhool nahin sakti kabhi bhola nahin sakti but kabhi paa nahin sakti...
mujhay maloon hai usay lagta hai main kisi aur ko chahnay lagi hono aur ya cheez aur takleef daiti hai but ya tu Allah hi janta hai k aj tak is dil main kisi aur ka khayal tak nahin aya pyar tu door ki baat...
bas ap logon ka time liya maffi chahti hoon bus aj dil buhat bhar gaya tha aur chaha k kisi say tu kah doon... tu yahan chali ayee... akhir ko yah bhi aik family hai na... isay kaisay bhool jaon main...isay nahin bhool sakti tu us insaan ki baat tu buhat door hai k usay bhola doon... har cheez mumkin hoti hai siwa is cheez kay yahi aik namumkin cheez hai k na usay bhool sakti hoon na pyar karna chor sakti hoon aur na hi usay paa sakti hoon....
Allah 2007 ko sab kay liyay khusiyoon say bhara saal banay... aur jitna main nay khoya hai apni rahmat kay sadqay woh mujhay wapis ata karday... aur agar ya nahin ho sakta tu us insaan ki sochoon say mujhay bhola day coz dil main tu ab nahin hon tu us insaan ki help kar dain kay woh mujhay bhool jay aik buhat g anda khawab samhaj kay...

"pathar ab kiya phaink rahay ho
hum pahlay say zakhhmi hain"



bohat acha kiya aap ne jo ye sab likh diya..
Kabhi kabhi Kuch baatain keh dene se aor kuch ho na ho, aap thora sa relax zaroor mehsoos karne lagtay hain..

Aap ki baatain parh k kuch kehne ko mann kiya , Wo ye k Life is really Hard sometimes aor aisa lagta hey, There is no escape but DEATH.
Lekin aisa nahi hota..

Always Remember, Recite Last 2 Aayat Mubarak of Surat Baqra, and read the translation.. Allah jhoot nahi bolta... To jab wo kehta hey k main kisi ko uski Himmat se zyada nahi aazmata, to JAAN LIJYE, jo kuch aap k sath ho raha hey, chahay wo kitna bura lag raha hey aapko, aap usay bardasht kar saktay hain..

Aor agar aap ne apnay Parents aor Family k liye koi decision liya hey to Hosla Rakhain..

Bohat sari Mohabbaton ko aik Mohabbat k peechay kabhi nahi kharab karna chahiye..

May ALLAH bless U... Aameen
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pehle jab aik bakra zebah ho gya to Noor doosre walay bakray ko kehta hey,

"Tumhara dost cut ho gya..."
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hmmmm exactly Athar..

bura feel hota hey. Hum sab sad thay SIWAYE aik banday k..

us ne kaha, Ab hum is ka gosht khaien gay...mmmmmmmmmmm

Aor ye banda tha NOOR
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kesa raha eid ka din?
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
unhon ne kiya hey tabhi wo achi hain...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abhi tak qsai nahi aaya...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

lol...isn't that the cutest bakra...he wasn't eaten was he?



ki haal ae Kurdiye....
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

looo jee 2007 starts ho chuka hai kuch der pehlye


so sab ko

again HAPPY NEW YEAR

yeh 2006 main apun ne jo pangye kiyen hoo
jin jin ko dukh dia hooo un sab se SORRY
and ager koi saza deni hai kisi ne tu apun ready hai

cuz 2007 bagher tension ke start hona chahye



Maaf kiya Jawwad jee...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
basharat100 said:

HAPPY NEW YEAR TO ALL JBS



Same to U basharat
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap sab main buss QV achi hain...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shukran shukran khan sahab...
Posted 01 Jan 2007

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
khan sahab...

tabiyyat theek hey

Noor Baychara bhi pareshan ho gya hey...
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


May New Year's Eve find you seated around the table, together with your beloved family and cherished friends. May you find the food better, the environment quieter, the cost much cheaper, and the pleasure much more fulfilling than anything else you might ordinarily do that night

May you remember to say "I love you" at least once a day to your spouse, your child, your parent, your siblings; but not to your secretary, your nurse, your hairdresser or your tennis instructor.

And may we live in a world at peace and with the awareness of God's love in every sunset, every flower's unfolding petals, every baby's smile, every lover's kiss, and every wonderful, astonishing, miraculous beat of our heart.

Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye hamara wala hey, Noor ka is k sath khara hey.
Noor.... Biscuit de raha tha bakray ko... aor sath darr bhi raha tha..

"Mere dost, ye kha lo "

Main bakray se kya poochoon, usay wo e to aata hey...
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
When turkish people did not want Khilafat, They changed it. Kamal pasha brought a revolution.
i think aisa e iran main bhi hua tha.

Saddam Hussain ITNA ARSA Iraq ka leader raha , Agar logon ko , balkay agar majority ko wo itna e bura lagta tha to kya wo KHUD SE kuch nahi kar saktay thay..

Hum ye nahi maantay k Kisi leader se aapko bohat nafrat ho, aap usay barsasht na kar sakain aor aap USAY IQTADAR main rehne bhi hain..

Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ab main ne ye bhi nahi kaha...

Kya aap log mujhe Jantay bhi nahi...
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Jo mujhe SMS karay ga, wo acha Hoga...
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Logoooooooooooooooooooooooooooo
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
BisMa said:

Doctor Sam said:

Agar ye topic kisi New comer ne na banaya hota to bananay walay ka hashar ho jata....

aray bhai 18000 posts ho gayien to kya ho gya, kya mera naam guneise Book main a gya ya Mujhe Tamgha-baraye-Husn-e-karkardagi milne ka elaan ho gya.....


Khair Khair...

Bisma jee. aap ka bohat shukriya...
lekin buss wo kya hey k ye baat ajeeb c lagti hey hamain...



oh am sorry hamain nahe pata tha


aray nahi, Bisma jee. aapko to hum ne kuch nahi kaha....
wo to hum ne isliye kaha k ajeeb lagta hey, aisa lagta hey jese pata nahi konsa azeeem karnama sar-anjaam diya hey....
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
udaaaaaaaaaasi dhund ki tarah pheli hui hey chaar su....
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaha to tha k mareez ko yahan le k aaien..
Posted 31 Dec 2006

Doctor Sam

Age: 125
7296 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Chalo k ab Gulaab lain gay Gulaab dain gay
Mohabbaton main Koi khasaara nahi chalay ga...




Posted 31 Dec 2006