Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yes FINALLY i got..

aaj meri mama jaan ne kaha

BAAT DHEYAN SE SUNA KARO...

kya ho gya hey mujhe
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

han na log umer guzar detay hain aur khud se waqif nahin ho pate,aur aik hum hain



aor aap ne to abhi guzari bhi nahi ...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

hmmmmmm main ne bhi yehi socha hia
but lagta nai ke esa ho ga




na na na...

aisa nahi hona chahiye...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:

daktar
aankhein band kar lo,,, yeh din na dekho
hehhehee....



waise wakai
koi koi log bohot late bhi online rehte hein
pata nahi kya hai,, sona nahi hota shayad



na to main KABOOTAR hoon, na mere exams BILLi hain..
kese anakhain band karoon Kurdiye...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

nikama said:

kaisay




Dr jee parye gaye khoob parhye gayen
parh parh ker ganjye hoon gayen
ab socho
baal nahi hoon gayen tu
soap ka kharcha khatam
shampoo ka kharcha khatam
hair brush ki zarorat nahi
cutting ki zarorat nahi
hair spray ki zarorat nahi
gel ki zarorat nahi
hair oil ki zarorat nahi
hair dryer ki zarorat nahi


dekha kitni bachat ho jaye gi Dr koooo


wow...
ye to bohat shandaar idea hey pese bachaanay ka...
aap ne mujhe pehle kion nahi bataya cf jee...

isi tareeqe pe amal kartay huye Hum bachhat kar k ALTO khareedain gay...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

Doctor Sam said:





Aaj to behn bhi keh rahi hey k

" aap ki matt mari hui hey"

ye kya haal kar diya mera...

ishq hota to koi baat bhi thi.

lekin a PHARMA kya kahain tujhe hum...   


arye achi baat hai ishq nahi hua


Ishq hota e nahi..
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lynx said:

lo jee shuker ha ka Dr sahab ko samjh lag gayi..ab koi tension nahi ha



aapko mere Na samajhne ki tension hoti hey?
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

lynx said:

lo jee shuker ha ka Dr sahab ko samjh lag gayi..ab koi tension nahi ha


han,bara kam to ho gaya


Kya papa se ye kaam karne k liye kaha tha.. LYNX
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
no thanks Danie...

aap k liye baqi bhi english main likhain gay...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jo dil toot gya...

ab uska kya karain... TT bhai...
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
there is something in my mind i want to share.

Dont always go for Logic.
Orders are sometimes beyond Logics. U have to obey them as they are.
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:



we had given some references from some books written by nonmuslims.that was the english lterature,maulana was talking about.
shetani waswase bhi hote hain no doubt,lekin jab ap daleel k sath baat kerte hain to ap ko us ka jawab bhi daleel k sath hi milna chahiay.
problems hamare mulla log k sath yeh he k ye apne apne firqe ki books k ilava aur kuch perhne ki zehmat hi nahin kerte.jab inhain pata hi nahin k hamare deen per eitrazat kya kiay ja rahe hain to ye un ka jawab bhala kya dain gay.



yes this is fact. Their knowledge is limited to their own Firqa. And the bad thing is when u talk about some other firqa infront of them, they will insist "k wo to theek musamlan e nahi hain".
Thts Y ye problem hamain face karna parta hey when we seek for right knowledge

nikama said:


hum ne jin books k ya web sites k havale diay thay unmain bhi references quran aur hadees k hi thay aur main ne un ko verify bhi ker lia tha original books main se.
any way good news is that we are getting very good feedback on the issue from our friends on the net,us k ilava aik bohat achay mufti sahib se kal doston ki mulaqat hui main to nahin ja saka,lekin unhon ne ALLAH ka shukar he k kafi had tak bohat maqool batain kahin.
main ab in sab views ko jo hamain mile compile ker raha hun,aur aik jo majmooi soch us main se nikle gi us se ap logon ko bhi agah ker doon ga.



i would definitly like to know about all that. I want to know about the issues u talked and then the info u r getting.

nikama said:


i thank all of u who posted here,ashii,n.b and doc.
s.d aur badal ki ghair mojoodgi main yahi kuch expect kia ja sakta he yahan



well ishfaq bhai. no need to say Thanks.
But see,
its a critical issue. I dont know what u were expecting and whether u got ur required answers or not. BUT i tried to understand what u wrote. As u mentioned generally,u didnt open the main issues, so we replied in a general way.
ALLAH TA'ALA hum sab ko islam ko samajhnay aor is par amal karne ki tofeeq ata farmaye. Aameen
Posted 21 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aray cf.. hey na kuch...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hota hey hota hey..
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
For danie

hawa
subh-damm uski aahista aahista khulti hui aankh se
khwab ki seepiyan chun-nay jaye to kehna
K hum jagtay hain
hawa us se kehna
k jo hijr ki aag peeti ruton ki tanaabain
ragon k sath ulajhti hui sans k sath kass dain
unhain raat k surmai haath khairat main neend kab de sakay hain
hawa us k baazu pe likha hua koi taaweez bandhay to kehna
k aawargi ordh kar sans lete musafir
tujhay khojtay khojtay thakk gaye hain
hawa us se kehna
k hum n tujhe khojne ki sabhi khwahishon ko
udaasi ki deewar main chunn diya hey
hawa us se kehna
k wehshi darindon ki basti ko jatay huye raston per
tere naqsh-e-paa dekh kar
hum ne dil main tere naam k har taraf
ik seyaah maatmi hashiya Bunn diya hey
hawa us se kehna

Hawa kuch na kehna
hawa kuch na kehna

Mohsin Naqvi
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap se isi baat ki ummeed hey cf
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hamari marzi..

kya pata hum treatment free kar dain
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
chaye bhi hum nahi peetay..

pepsi bhej dain.. wese pepsi aaj kaafi arsay baad p thi..
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aor parh parh k...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cofee nahi peetay hum
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
na-shukray fragi baba...
Posted 20 Oct 2006

Topic: Zalimo....!

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

ya phir rone ka




rone k liye koi KHAAS time hota hey kya?
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yes example dain...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:


main ehmaq hun perle derje ka



KHUD SHANASI..

Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

aaj aapko jagna hai doc jee




mujhe encourage karo logo...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:

loooo,,
daktar se chokidar tak




ye din bhi dekhne hain ab...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Allah Ta'ala hamain aglay saal bhi jumma-tul-mubarak dekhna naseeb karay. aameen..
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sher main ne ab ghor se parha hey...

ye PHARMA ne mera kya haal kar diya hey...
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:

nikama said:

Doctor Sam said:

Main kis k sath pe apna lahu talash karoon


ye hey theek misraa.....


sahi shair ap ko bhi nahin maloom.
vo kuch youn he
main kis k hath pe apna lahoo talsh karoon
tamaam sheher ne pehne huay hain dastane
main ne is ki perody ki he
apni zaroorat aur tabiat k ain mutabiq
ap samjhe nahin shaid


sahi maloom hey tabhi to likha hey...
doosri line isliye nahi likhi thi kion k wo theek thi..

aap ki zaroorat aor Tabiyyat k kya kehne...


toba dr sam.. matt maari hui hey aapki

doosri line ab parhi hey main ne...
aor hum ye e samajhtay rahay k doosri line theek hey. mujhe to pareshani ho rahi hey k ye mujhe kya ho gya hey....
Posted 20 Oct 2006

Doctor Sam

Age: 124
7286 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

u wont get it



i have got it.. Nikamma bhai...
Posted 20 Oct 2006