Age: 125
7586 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wow gr8 agher yeh old hai to new kia hogi lol aur abhi kii dulhan bi aisay hi dressing karti hain aisi hi ready hoti hai itnay pure kapre hi pehanti hai koi shorts to nahi pehanti nice work little kahi apka dil to nahi karr aha shadi ka
Age: 125
7586 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
maryam_maryam said:
no point of wishing good luck it aint work
studies to yeh karta hi hai bohat agher isko wish kar dia to koi gunha nahi kia aur dost har mor per kam anay chahiye tohi dost bantayhain aur 1 bat batati chalo papers main kamiyab honay kai ALLAH KI KITAB MAIN ayatay bi ha jisse na milnay wali kamiyabi bi mil jati hai
Age: 125
7586 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ab Iss Maqaam Se Aage Koi Maqaam Nahien Kay Jee Rahey Magar Zindagi Ka Naam Nahien --------------------
Bura Naa Maano Tou Tum Bhi Kisi Kay Ho Jao Yeh Zindagi Kabhi Tanha Basar Nahien Hoti --------------------
Dukh Sab Kay Mushtariq Thay Magar Hosla Judaa Koi Bikhar Gaya Tou Koi Muskuraa Diya --------------------
Gham Tou Iss Ka Hai Kay Woh Ehad-e-Wafa Toot Gaya Bewafa Koi Bhi Ho, Tum Na Sahi, Hum Hi Sahi --------------------
Gham Ki Baarish Ney Bhi Tere Naqsh Ko Dhoya Nahien Tu Ney Mujh Ko Kho Diya, Mein Ney Tujhe Khoya Nahien --------------------
Guzra Hai Mohabbat Mein Kuch Aisa Bhi Zamaana Rootha Hoon Agar Mein Tou Manaya Hai Kisi Ney --------------------
Woh Sab Ko Bhool Gayi Aur Mujhe Bhulaa Na Saki Zara Si Baat Bhi Uss Ki Samajh Mein Aa Na Saki ------------------------------------- Yeh Bhi Shayad Zindagi Ki Ek Adda Hai Dostoun Jis Ko Saathi Mil Gaya Woh Aur Tanha Ho Gaya -------------
Na Aankhein Band Karo Aur Na Intezaar Karo Jinn Ko Aana Ho Woh Sar-e-Shaam Hi Aa Jaatey Hein -------------
Gulistaan Kay Liye Rooney Se Kuch Banta Nahien Faani Nazar Mein Husn Paida Kar, Sanwar Jaaye Ga Veerana -------------
Sirf Mere Liye Nahien Rehna Tum Mere Baad Bhi Haseen Rehna -------------
Zindagi Hai Tou Baharhaal Bassar Bhi Ho Gee Shaam Aayi Hai Tou Aaye Kay Sehar Bhi Ho Gee -------------
Jis Rooz Kisi Aur Pe Baydaar Karo Gey Yeh Yaad Rahey Hum Ko Bouhut Yaad Karo Gey -------------
Jo Mere Sooch Ka Safar Ho Gee Woh Tere Pyaar Ki Nazar Ho Gee -------------
Teri Iss Bewafai Par Fida Hoti Hai Jaan Apni Khuda Jaaney Agar Tujh Mein Wafa Hoti Tou Kya Hota -------------
Phir Palat Aayi Hein Saawan Ki Suhaani Raatein Phir Teri Yaad Mein Jalney Kay Zamaaney Aaye -------------------------------------
Khuda ne ajab khail khela meri zindagi ke saath Khushian bhi din tau dukh ke lifaafey ke saath