Age: 124
7529 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ek gulab tha
Bara odas tha Rang bhi us ka tha kuch ora ora sa Shabnam k ansoo rawan thay us k Dil tha us ka kuch bujha bujha sa Bahar ka tha mosam phir bhi na khila tha Dali say tha who apni kuch jhuka jhuka sa Main nay ju dekha usay Pass ja k pocha us say Kyon ha odas to? Kyon kerta ha dil barbad to? Kis ko kerta ha yad to? Yeh sun ker who ronay laga Shabnam k ansoo say moon dhonay laga Or rotay rotay bas yeh kehnay laga Mera yar mugh ko chor gaya hai Mera pyar mugh say moon mor gaya hai Ab main kis k liyay khil jaoon Ab main kis k liyay khushboo mahkaoon Mujhe kon apnay dil say lagaie ga Mujh ko kon apni sansoon may basay ga Mera chaman ojar gaya hai Mera yar mujh say bichar gaya hai Bas ab to her lamhay us ki yad hai Bas baqarari hai, tarap hai faryad hai Mujh ko koe meray yar say mila dai Woh ayey ga tu khil jaoon ga maiN Apni zindagi say mil jaoon ga maiN
Age: 124
7529 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wafakadard said:
JB yeh paroooo
Ek mohabbat ka roona hi to nahi hain.... Ansoo bahanay kay liye or roog bohet hain... Ek wo nahi hain to kiya howa.... Dil dukhane kay liye or loog bohat hain