Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lei dasss....ye elaaan samajnay main hameen......kesay kesay aeray gheray ..nathoo kherooo kay samnay girdgaradna pardaaa.........app ko muft mai he bata dein
qayamat sei kahay ko dartay hoo...aik na aik din tu aana he hai usay....ho rahay ga kuch na kuch gabraveen kyaa
ayeee adna kaneeez........hamaray pass khukum mananay walooo ki pehlay he pooori faauj khardi haiiii........kukum chalanai walay ki vacancy hai...agar chaheyee tuuuu
hum bataaain geyyyyyyy lazaaam hai k hum be bataaain geyyyyyyyy
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
Freddy said:
suspense film bananay waloo ki aesei ki tessi
aik film he kafi hai jo bana rahi ho........abb ye neyee film banantay banatay hamaray hathoon operation theater tuk na pohonch janaa..................
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
suspense film bananay waloo ki aesei ki tessi
aik film he kafi hai jo bana rahi ho........abb ye neyee film banantay banatay hamaray hathoon operation theater tuk na pohonch janaa..................
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i love his each and every single movie....my fav one is Bruce Almighty .....yaaaaa i got the powerrrrrr
the way he acts is brilliant....i havn't seen any actor acting like him..........he's my motivation whenver i watch his movies i feel power....like i born again
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pehlay aati thi..... jub koi tareef karta jub koi larki dekti (khud ko shareef sabit karnay kay leye nazroon ko juka leya kartay thay kya zamana tha woe be)
meri miss mujay kiss kartiiii i still remember her giili gilli kisses
abb kabi kahi woe milti hain tu unheen chamooo aa jati hai
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aik dafa Ustad Zauq apni palki mai beth kay bazar sei ghalib kay samnay sei guzraa tu ghalib nai aik jumla Qasaaa
Bana hai shah ka musahib , phiray hai itrataaaa
ustad zauq ko ye baat bohot buri lagi ore unhoon nai ghalib ko zalil karnay ka aik mansooba banayaaaa
unhoon nai darbar mai aik moshaeray ka ehtamam keya ore ghalib ko invite keyaaa........ ghalib jub ayaa tu zauq kay aik masahib nai badshah ko batayaa kay ghalib nai sar-ay rah ustad zauq ki shaan mai jumla qasa hai...
badshah nai ghalib sei pocha tu ....ghalib nai kaha jee hazoo mai nai kaha magar ye meri neyeee ghazal ka maqta tha...
badshah nai kaha kay maqta sunayeee........ghalib nai kaha
bana hai shah ka musahib , phiray hai etrataaa bana hai shah ka musahib , phiray hai etrataaaa wagernaa sher mai ghalib ki aabroo kya hai ?
ustad zauq paar manoo miti paard geyeee........phir be unhoon nai haar na manii...or kaha kay agar maqta itna accha hai tu poori ghazal kya ho gey..... woe jantay thay kay ghalib nai ye misra abi abi gardha hai......
ghalib nai ussi wakt betha betha ye pooori ghazal likhiii jo kay sirf ussi ka kaam hai...gazal kay kuch sher molahiza farmayeee
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Badshah wakt kay darbaar mai Ghalib ko jiss banday nai jaga na milnay dei ussay USTAD ZAUQ kay naam sei jana jata tha.....
Dehli walay ye nahi chahtay thay kay koi AGRAY wala Darbar mai jaga banay lay........
aik baar Ghalib ko darbar mai mushareyee pay bolayaa geya tu ....kisi aik banday nai be uss kay kisi sher ki daad na ....jis sei woe naraz ho kay mehfil sei uth geyaa.........
Ghalib gali muhaloo mai shaeri karta thaa....Aam insanoo kay juzbaat ki tarjumani karta raha...jub kay Ustad Zauq badshah wakt ki shaan mai Qaseday likhta raha.....
wahi sei ghalib kay undaar dewaangi aanay lagi .....ore uss ki sheeri mai ye Aaalq sa andazay beyaaan jhulknay lagaa