Doctor Sam said:
MAHA RAJA said:
Doctor Sam said:so ja so ja..
ye lo
shaaabaaash,,,
acha bachha...
Doctor Sam said:
MAHA RAJA said:
Doctor Sam said:
kash_beauty said:raja ji ki maharani chamko buzi hein
oh acha...
isiliye..
ji nahi jooth hai ye
to sach kya hey..
jaldi se bata do
Doctor Sam said:
MAHA RAJA said:
Doctor Sam said:kon bz hey...
hai koi
KOI kon...
Doctor Sam said:
kash_beauty said:app tou kehtay rehtay hein!
app ki sunta kaun hai
sab achhay bachhay humari baat suntay hain..
Doctor Sam said:
MAHA RAJA said:
Doctor Sam said:No
sahi kaha
yes...
QUEEN VICTORIA said:typing mistake thi na ab theek ker di hai
hamesha muftay ki talash hi main rehna
kangla maha raja
ok ok kha lo jo jee chahay free main
queen victoria kay raaj main ghareeb ghurba k liye khana free hai
~ ßã£îçh ~ said:kaha kuch tha wo kuch samjha, mujhe kuch aor kehna tha
Doctor Sam said:aa saktay hain...aaapka open forum hey...
lekin aap kum kum e tashreef laatay hain na...
Fairl_Girl said:~~PARI~~
woh Pari jo Meelon door hai
jiski yaad se dil Noor Noor hai
jaanTa hoon har Soorat woh gair hai
Phir bhi uski aarzoo zaroor hai
mila anjaam na kahani ko
Barbaad kar baitha jawaani ko
seene se lagaye firTa hoon
yaar ki aakhri Nishaani ko
woh na hoti to main kahan hota
zaRra hota na aasmaa(n) hota
wohi Duniyadaari ke jhagre hote
wohi Be-rozgaari ka samma(n) hota
ae kaash ke woh Ba-wafa hota
yahan makaam kuch judaa hota
main Ro deta hoon is khayaal par
woh jo meri hoti to kya hota
uske Gham mein khoye rehte hain
khuli aankhon se soye rehte hain
girte hain palkon se aansoo aise
ke apna Daaman Bhigoye rehte hain
Jab kabhi khud ko Tanha paata hoon
ik tasveer jehan mein Banaata hoon
kar ke band Bheegi palkon ko
uski yaadon mein Doob jaata hoon
kaise keh doon ke woh paraaya hai
uSi ne to jeena sikhaaya hai
hai uSi ke naam se ye shayri
ye "KaMaL"usi ne Banaya hai
woh Pari jo Meelon door hai
jiski yaad se dill Noor Noor hai
Jaanta Hoon har Soorat woh Ghair hai
Phir bhi uski Arzoo Zaroor hai.
wafakadard said:nice againEk Cheez Qayamat Bhi Hai, Logon Sey Suna Kartey Thay
Tujhey Dekh Ke Hum Ne Maana, Woh Theek Kaha Kartey Thay
Doctor Sam said:
Khush-Haal se tum bhi lagtay ho
yun afsurda to hum bhi nahi
per jannay walay jantay hain
khush tum bhi nahi khush hum bhi nahi
Tum apni khudi k pehray main
aor daam-e-gharoor main jakrday huye
hum apnay zo'am k narghay main
Anaa hath humara pakrday huye
ik muddat se ghaltaan Peechan
tum rabt-o-guraiz k dhaaron main
hum apnay aap se uljhay huye
pachtawon k angaaron main
mehsoor-e-talatum aaj bhi ho
go tum ne kinaaray dhoond liye
toofan se sanbhlay hum bhi nahi
kehne ko saharay dhoond liye
khamosh se tum, Hum mehr-ba-lub
jug beet gaye Tuk baat kiye
suno, Khel adhoora chorrtay hain
bina chaal chalay bina maat kiye
jo bhagtay bhagtay thak jaien
wo saaye ruk b saktay hain
chalo torro qasm iqraar karain
Hum dono jhuk b saktay hain
Khaleel-Ullah Farooqi