new_beau said:DHANTS BALICH.
black&white said:
SALL said:bachon ki pohonch se door rakhein
to phir parents ka kaise acha hua,,,,
simple example
parents k lov panadol hai aur other love is poision
kon sa chiyah panadol or poision?
SALL said:bachon ki pohonch se door rakhein
to phir parents ka kaise acha hua,,,,
black&white said:janubabay ki baat aur hai
aur app ki baat aur
ok
Doctor Sam said:looking at balich ka avatar...
Doctor Sam said:
aor sunao behna...
ab kesi tabiyyat hey....
Doctor Sam said:
dhoom macha lain dhoom macha lain dhoom
koi zameen ho koi ho maidaan dhoom macha lain dhoom..
kaam koi kar jaien aisa duniya jaye jhoom...
oooh ye NADEEM JAFRI keh raha hey na....
MsaeedBarkat said:
Balich said:yah sab isi liyay hota hay bcoz koi in sab batun ko ghalat nahin samajhta
yeah guy 10 saal barha bi theek but girl aik saal bi barhi ho to bura samjha jata haye,,, NABI PAAK (P.B.U.H) nay bi to khud se itni barhi khatoon se shadi ki thi but hamare haan
bas Islam tab hi yad ata hay jab 4 shadion ki baat ho etc etc
baki sab baten bi isi tarha ki hain and GHALAT hain aisa nahin hona chahiyay...
But ham sirf baaten kar saktay hain aur kuch nahin
waisay main nay to kabhi nahi dakha k kissi nay apni beti us say 10 saal barey kangal k sath biahi ho
haan aisa hota hai
k larka financially sound ho
ya phir achi post pay ho
ya so on
to us k saat parents is liye shadi ker datey hain k larki ko protection miley gi
to larki waley protection ki zaroorat k chakar main shadi kar detey hai
jubk men k saath aisa nahi hai
wo protection ki talash main nahi hotey
unko just wife ki zaroorat hoti hai
to kiyon wo apni choice ki na dhoondhein
ye sub batein jo hh sahib nay likhi hain
aisa hota ho ga
lakin ye bhi parents ki doorandeshi hoti hai
agar new generation ye consider karti hai k kuch lay aur kuch day ka suda kar k parents nay ziadti ki hai to ye ziadti samjhney waloon ki hai
SALL said:hamare parents ki saaaaaaariiiii door andeshi financial strenth pe aa k kyun ruk jati hai ????
SALL said:balichhh,,
itni bari bari batein kahan se seekh li
aik damm sahi,,
justo ne thing,,, we CAN change it,,,
par masla yeh hai k jab hum larki wale hon to lagta hai yeh sab galt hai,, aur agar hum larke ki fam mei se hein to yeh sab normal lagta hai,,, "akhir ko aik hi aik bhai/beta hai"
jahan tak parents ki baat hai to,,, hmmmm
lets see,, jab humare bache bare honge tab hamari soch kya hogi
Awaaara said:
Balich said:
CongratSchOooo Nachamajh Awaala Beta Moto Tapo Inchan
DonAt Keep It Up
ShUKrIYa jHOoTI mUthI ki bHuLaKar TotLi AunTY BIbi
oK i Wont
YeAh I seE THaT
Awaaara said:
Balich said:
Doctor Sam said:lekin ye aawara saheb ne bhi nahi dekha abhi tak...
acha hay nahin daitha abhi tat,, ham bi daldi chay congrats tal lain
nOt NIcE tOTlI aUNty