Badal said:
SALL said:me ne kahin suna hai k kazaa namaaz adaa karne ka aik aur tareeka bhi hai
like agar bohot si namazein kazaa ho gai hon to unhein kaise parha jae
Assalam o alaikum,
Well, main nay bhi suna/parha hai kay "itni" rakaat namaz "iss iss tarah" parhain aur phir "ye" tasbeeh/duain parhain to last "itne ya utne" saalon ki missed prayers ka kaffara ho jayega ga. agar aisa kuch hai bhi tu sachi touba say mashroot hai, warna hadees shareef main tu ye hai kay agar hum sari zindagi bhi nawafil ada kartay rahain tu bhi aik missed namaz ka kaffara ada nahi kar saktay.
qaza namaz farz namaz ki replacement nahi hai, na hi is niyyat say parhni chahiye. i think ye tu is liye parhi jati hai kay hadeed shareef main hai kay hisaab kay din jab insaan ki farz namazain kam hoon gi tu Allah un ko nawafil say poora karay ga (for whom He wishes), aur ye qaza namazain (which is identical to nawafil) us din kaam anay ki umeed hai. warna nawafil tu kam log hi parhtay hain.
btw, as far as i know, qaza sirf farz namaz ki hoti hai, is liye Isha kay witr ki qaza nahi, kyunkay wo wajib hain farz nahi. isi tarah Eid ki naazon ki bhi qaza nahi hoti.
rapunzel said:Donot call me yaar
n ok i ll try 4 more
cutefriend said:
HappyDil said:Hi Friends
Yaar kafi dinoo k baad ap sub ko bata raha hon apnay baray main.muj ko pata hai k ap sub mere baray main jananay k liya baytaab thay So i thought k Happy Ziada tang na ker aur aa ja maidan main.......
Acha HappyDil hon main...Woh is liya k gusay walay saray parts main nay niklwa diya howay hain.
Aur try kerta hon k sub k dil happy rhain.Pakistan ka rahnay wala hon Lakin aj kal haak chaan raha hon ider desert ki.........pak se buhat dour.
Khair rahay ga buaht maza.Wasay b main ap sub k sath hon.
Happy Dil jo howa..........So her dil ho jay happy dil.Kiyn k aa gaya hai Happy dil
nai jeee apun bilkul bhi betaab nai
cuz janta hia
per rawayat ko madye-nazar rakhtye huye
welcome to JB