Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aur sab say bardhi baat tou yeah kay agar Guards kay kuch Posheedah Shauq nikal ayee. Light tou waisey hee chalee jatee hai phir apnay daamun par pardhi Goondh kaisey saaf karoo gay.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Q.1 Jellani kay achay thay ya Donisl kay?
Answer Jellani nay kabhi apnay dikhyee hee nahin. Aur Donisl us dardnak kaam ko Bakray kee poohanch say dour he rakhta hai.Haan agar mood ho tou app order day sakhtay hein magar phir kuch din baad shehar mein hangama much jata hai jab Bakray kee booree band laash baramad hotee hai Goli maar kay pull par.
Q.2 Bakri kay sauhag ki maut koun koun Enjoy kertay hein?
Answer Bakri kay suhag ki maut kay karan woh loog hein jo lahore mein rehtay hein. Aur kabhi kabhar AMAWASS kee raat ko Karachi aakar Bakray ko kidnap ker kay un kee, cafe walee videos bananay kay baad un kay khoon say khud Rang Reelian Manatein hein aur Bakri ka basa basaya ghar ujardh detay hein.Aiseey Sheetaan ka Sarwanash kernay kay liyeah zaroori hai un ko ghair shaadi rakha jayee. Aur Karachi na anay diyeah jayee aur agar aa bhi jayein tou Student Biryani lay ja kay chalta kiyeah jayee.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
TT yeah nahin bata rahey kay Baba kay taveez ke he wajah say ajj tum achi Asdawaji Zindagi guzaar rahey ho. Warna tum tou kush laga kar mazaar par pardhay rehtay thay.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Arey aisee waisee rozy nahin lagi, Jatee Rikshaw mein hai chordhnay Limo ati hai. TT tum bhi ajkal zara karobar kay chakar mein pareeshan lagtay ho tum ko bhi Bangkok bhejwa deta hoon.Bas zara ahtiyat say.. Samajh gayee na "Suno zara khushi ki aahat suno zara....."
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeah Chanda hai koun jiss kee app chandhni ho?? Akhtar Colony mein tou nahin rehta. Bechara Light tou chali jatee hai, Chandni say hee kaam chala raha ho ga ajkal.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Itna mara hai becharay Amil Baba ko police nay 3 din tak beth bhi nahin sakhtay thay. Bethnay kee koshish kertay thay tou Dar kee Tee See Yaan nikal tein thein. Aaammiiiiii Aakhir unka kasoor hee kya tha Jhardhion kay peechay taveez hee tou day rahay thay.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Qasam Qalandar kee Amil Baba ko, 4 rupay ka taveez denay wala samjha hai kya, dam kay rate Rs 13.60 excluding tax. Aur Chandni ko apna bichradha hoa bhai aur bitooo ko apni behan mil gaya yeah hai Amil baba kay topic ke asal karamat. Chandni jee peecha kernay ko kaha hai khud Aladin park janay ko nahin kaha.Aur 15 par call kernay say mazrat kyon kay Amil BABA, BABY kay saath khud pakrdhay ja chukay hein Safari Park mein police kay haathon.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Qasam Qalandar kee Amil Baba ko, 4 rupay ka taveez denay wala samjha hai kya, TT ko TT say hee maroon ga. Aur Chandni ko apna bichradha hoa bhai aur bitooo ko apni behan mil gaya yeah hai Amil baba kay topic ke asal karamat. Chandni jee peecha kernay ko kaha hai khud Aladin park janay ko nahin kaha.Aur 15 par call kernay say mazrat kyon kay Amil BABA, BABY kay saath khud pakrdhay ja chukay hein Safari Park mein police kay haathon.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
TT tumnay bhi koi eik kaam Tik kar nahin kiya, Kabhi software house, Kabhi grinding wheel's banayee, Kabhi President Rozgar scheme ka rikshaw chalaya ab tum nay W11 bhi chala lee. Tum Karachi mein kya kya ker kay wapas Lahore gayee ho.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Teen Tracker baba ka karobar bara hay ya mureedon kay maal par aish chal raha hay
TT Chichor pan mat karo. Rikshaw walon ko koi yaad nahin rakhta.Moulana sahab kay karobar kay waqt chup raha karo. Warna tumhara CNG Rikshaw nazar-e-Atish kara diya jayee ga.
haan tou Tehzeeb humaree burger ke doukan Thoos Lay Burgers par tashreef laiyeah aur Mcdonald's kay Bun Kabab jaisa maza sastay mein paiyeah.
Aur Light Na Janay ka Hal Light ka Character kuch loose lagta hai.Pehlay Light ka peecha karo kay kahan jati hai,kis kay saath jati hai, aur phir mauqa miltay hee usko aur uskay Aashna kee muramat kardo. Aur jab dono ki khoob haathon aur lathonn say dawat ho jaye to Karo Kari ka Ilzaam laga kay faraar ho jao.
Age: 124
7197 days old here
Total Posts: 119
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Light Janay ka eik Hal hai. Pehlay us ka peecha karo kay kahan jati hai,kis kay saath jati hai, aur phir mauqa miltay hee usko aur uskay Aashna kee muramat kardo. Aur jab dono ki khoob haathon aur lathonn say dawat ho jaye to Karo Kari ka Ilzaam laga kay faraar ho jao.