WARMTH OF LOVE said:
Miss mine said:
jee krda jee krda chandni se jhuttiya peneya chup ho jaoooo...
jee karda jee karda ... chanadni appi tuwanoun kut layeee jee karda
~CHANDNI~ said:
chandani raat permalink
chandni raat hai,aur maine ghazal chedi hai
jashn e jazbaat hai,aur maine ghazal chedi hai
ek meri zaat hai aur maine ghazal chedi hai
gham ki buhtaat hai,aur maine ghazal chedi hai
meri har ek tammana,mera har ek khayal
nazar e haalaat hai,aur maine ghazal chedi hai
dil mein roshan hain mohabbat ke diye barson se
pyaar ki baat hai,aur maine ghazal chedi hai
aankh barsi hai teri yaad mein rim jhim rimjhim
kaif e barsaat hai,aur maine ghazal chedi hai
teri nazron ka karam hai ke mujhe dard mila
ye bhi saughat hai,aur maine ghazal chedi hai
~CHANDNI~ said:
vo chaand
vo chaand nahin hai
dil hai kisi divaane ka
(aakash jise kahati duniyaa) -
vo naam hai ik viraane ka
(divaane ke dil ki hi tarah) -
vo raaton jalata rahata hai
is nind ki maati nagari me
vo kuchh na kisi se kahata hai
(hai us me shama ki bechaini) -
aur pyaar bhi hai paravaane ka
jab se pahalu se gaya hai dil
kisi pahalu nind nahin aati
(jo surat dil men samayi hai) -
(vo surat dil se nahin jaati) -
aao aanchal patala jaayo
kya raat hai dil me samaane ka
kya raat
Rapunzel said:ho rat akaili pichlay pahar aur chand gagan pay a jay
tum chand ki manind tanha ho yah bat tumhain tarpa jay
kuch khwab saja kar palkon pay tum chand say batin kar laina
ham yad tumhi ko kartay hain tum yad hamain bhi kar laina
kuch bat na ho jab aisay hui nam ankh tumhari ho jay
tum bat kahin pay kartay ho dil aur kahin pay kho jay
jazbaat k aisay alam main muskan labon par bhar laina
hum yad tumhi ko kartay hain tum yad hdamin bhi kar laina
~CHANDNI~ said:
Mujhse wo judaa naa ho jaaye,
Zindagi kahin Be-mazaa naa ho jaaye,
Mazaa aata hai pyaar karne mein,
pyaar mera kahin khafaa naa ho jaaye,
Sheher ki Be-chiraag galiyon mein,
Gum kahin manzil ka rastaa naa ho jaaye,
Aaj uunse kuch maang hi loon yaaron,
Wo kahin kal Be-wafaa naa ho jayae..............
Rapunzel said:
Mohabbaton mein har ek lamha
visaal hoga ye teh huya tha
bichar ke bhi ek dusre ka khayal
hoga ye teh huya tha
wahi huya na badalte mausm mein
tumne humko bhula diya
koi bhi rut na chahton ko zawal hoga
ye teh huya tha
ye kya ,ye kya ki sansey ukhar gayi
safar ke agaz se hi yaroo
koi bhi thak kar na raste mein nidhal
hoga ye teh huya tha
juda huye hai to kya huya phir
yahi to dastur-e-zindagi hai
judayion mein na qurbaton ka malal
hoga ye teh huya tha
chalo ke ab kashtiyon ko jala de
gumnam sahilon par
ki ab yaha se wapsi ka sawal na hoga
ye teh huya tha
bichar ke bhi ek dusre ka khayal
hoga ye teh huya tha
mohabbaton mein ha ek lamha visal hoga
ye teh huya tha . . .
~tasha~ said:
WARMTH OF LOVE said:jee karda jee karda.... she'z lazy
nai
WARMTH OF LOVE said:
Miss mine said:
jee krda jee krda kuch boliyan pane nu jee krda
jee karda jee karda ... tuwanoun goal gapy khawawan noun ji karda
~tasha~ said:October fun and festivities,
Crimson, gold leaves dot the leas.
Childhood laughter upon the piles,
colorful leaves bring endless smiles.
How soon we forget as memory fades,
out of the blue, thoughts of you invade.
Our eyes first met in the autumn haze,
stood there lost within a lover's gaze.
We knew that moment what had begun,
leaves fell around us neath the fall sun.
The air crisp, put my arm around you,
falling more and more in love with you.
Rustling sound hid my heart beating fast,
how I wanted this day with you to last.
A lifetime of love began with a glance,
on brisk autumn day we met by chance.
October, a month of pumpkins and frost,
branches turn bare and beauty is lost.
My vision of you overshadows the gray,
when I think back to that October day.
WARMTH OF LOVE said:jee karda jee karda ... tuwanoun samajh na lagay jee karda
~tasha~ said:jee karda jee karda to hv lunch with sis today
WARMTH OF LOVE said:jee karda jee karda .... swimming karan noun jee karda