~Fragi~ said:to rasta badal losab k liye eik hee rastey per chalna mumkin nahi hota na
JB Ka Raja said:bas tumhari khair nahin haiHmmmmm Queeny ji KHair hai
~Fragi~ said:
DUAZ MEIN YAAD RAKHA KARO SAB MUJHE KO , ZINDAGI MUJHE NIGHAL RAHEE HAI
friend_16 said:hi rao h r u?hey rao_buddy .. itnay arsay baad app ko deekha hai .. how r u?
n welcome back!!!
Queen of jb said:do u think it is a funny topic???????ye khabar chapwado akhbar main poster lagwado bazar main..............
Queen of jb said:yahi to khrabi hai is qoum ki soch main........
Queen Victoria said:kyun kya hua
log sanjeeda baat pasand hi nahin kartay
my dear sis aik tu wese hi itni sari pareshaniyan hai zindagi main log thora mood theek karne ko atte hain tu yahan bhi wohi jin ka kaam hai unnnnnnn ko karne do na...................
friend_16 said:haan naqueeny app dono ki batoon say boor hoo ker soo gaiyeen..