QUEEN VICTORIA said:
rapunzel said:Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him??
zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai
![]()
![]()
aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na debe happy may Allah always bless both of u ameen
sab say pehlay tou ye shair
shabashits my fvt
![]()
na na dear
sab ko aik jagha na lao
yahan bohat bohat achhay log bhi hain
not only girls
yahan bohat say achhay aur kuch bohat achhay male members bhi hain
baqi jis nay poochha tha mujhay ghussa us per bhi nahin
hota hai aisa,jab us nay kaha sorry i saod its ok koi baat nahi lakin
ab us ki posting daikh kay dukha hua
khair koi baat nahin
lakin is terha logon ki nafsiyat ka aik rukh samnay aata hai
kay koi bhi do log(male and female)
kahin ja rahay hon ya baat ker rahay hon kyun mostly logon kay zehan main kabhi un kay bhai behan honay ka tasswur nahin ubherta is ki reason mujhay aaj tak nahin samajh aati.
nikama said:
rapunzel said:Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him??
zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai
MAIN TO AISA NAHIN HUN NA
MERE BARE MAIN KYA KHAYAL HE
U LIKE ME
![]()
![]()
![]()
~Fragi~ said:
rapunzel said:Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him??
zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai
![]()
![]()
aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na debe happy may Allah always bless both of u ameen
oh ma God
i dont think so aisa hai yahan
mmja said:
rapunzel said:
mmja said:sara din barish koi hal nahin barish ka bhi
![]()
sardi mein barish
![]()
![]()
han na sisi wajah say to gusa a raha hai garmi main hoti nahin or![]()
~CHANDNI~ said:han yah to hay rapu yar kal to
barrish nay sary shdi ka borra hal kar diyaaaaa
i said to waheed![]()
apny apny wifz py tag laga do bhignay katy bad koi bhi nahi pahchany jay gy lol![]()
>Aasera< said:
rapunzel said:
![]()
han kion nhi dekhati hon zara ghor se aik jb mem ko dekho tumhe nazar ajaye ga double face
![]()
yar us AIK member ka name batao to main ghor say daikhon na...
![]()
Ashii said:................
kaun
![]()
![]()
![]()
![]()