Topic: Nails...

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lolz well what can i say u better knw urself
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Waalaikum Assalam
thnxx both of U yeah Ss yehi k hum duniya mein kiya hain aur akhrat mein hum kya ho sakte hain
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Rapunzel said:

Assalam o alaikum tehzeeb welcum on the forum acha laga apk khiyalat parh k ap sahih kah rhi hai but mein ayhan ap ko aik baat kahun gi beshak Hazrat Mohamad (SAW) ne kisi ko islam qabool karne pe majboor nhi kiya tha magar Qahba khane zaruur band huey the wahan ,sharab galiyon mein bahayi gyi thi jo log ye kahte hain k musalman extremist hai tu sahih kahte hai mein hun extremist jab Allah tala ne kaha hai k tumhari mohboob tareen cheez Allah aur Hazoor (SAW) ki mohabbat honi chhaiye tu phr hum kion ya josh mein ayain??

Aslaha yaar mujhe Pak qaum pe sharm ati hai aur herat k sath hansi bi mujhe aik baat ka jawab do jab itna aslaha mojood tha tu istemal kion nhi kiya gya kion saja k army k lye rakha gya tha?? Aslaha wahan aya tu kya raaton raat aya hargiz nhi din ki roshni mein Aijaz ul haq ki nigranio mein laya gya tha wahan tu inho se ghari mulki pakarne the na tu aik bi ghari mulki kion nhi nikla?? Ok mein manti hun chalo k Ghazi sahib aur baqi sab ghalt the ttheek hai lekin phr lerkion ko zinda kion jalaya gya???Wo lerkian aj bi Umme Hassan ki awaz per aik kion hui hain unhein zaberdasti kheench k laye hain gharon se? I cant beleive this Mush did a great fuss and all of us are believing on hum blindly




Walaikum Salaam

*Right Dear Friend
I am Shocked kay Itna sab honay kay bawajood we Trust Our Politicians...!


bilkul hamari aqal takhnon mein hai na hamare lye hamare hukmaran sab se naik hain baqi dunya jaye bhaar mein hum bus aik hi bat ko pakar k royein gay coz Govt ne jo kah dya(naoz Billah jaise khuda ho)

Allah ka hukam mante 10,000 bahane lekin govt ne jo kaha harf harf man lya
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mr nice guy said:

lol jazbati koom hai hameri :P



ghair jazmati qaum k ghair jazbati fard is post ki chandaan koi zarurat na thi Apk roshan views hamaein waise bi mil gye hain
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

tehzeeb said:

hi im tehzeeb new member of jb.Well aap log sahi keh rahein hain laal masjid ka operation sab gov ki planing thi jo bhi huwa bahasiyat qom bht he sharamnak waqiya hai hamare liye.Lekin is mein kuch galti un ki bhi thi mein musharaf ya gov ko cover nahi kar rahi lal masjid waley bht islam islam kartey hain un ko islam k barey mein bht kuch pata bhi hoga or mujh say ya hum sab say ziyada maloom hoga islam mein intiha pasandi(extremism) tashadud pasandi ki koi jagah nahi hai islam hamein yeh nahi sikhata k agar koi hamari bat na maney or islam pey amal na karein to aap un ko kidnaped kar lo un par zabardasti karo k aap burka pehno namaz parho.Islam muhabbat ka sabar ka dars deta hai maaf karney ko kehta hai jab RASOOL-E-AKRAM SALALAHOALAIHEWASSALAM ney islam ki tableegh ki thi to bht kuch saha tha zabardasti islam ko thopa nahi tha.Islam khattam nahi huwa hai kam ho gaya hai usey aram say sabar say ahista ahista mukkamal raij karna hai is tarha nahi or dosri bat masjid allah ka ghar hai ibadat k liye hai wahan log apney anso k sath girgira kar allah k hazoor apni ghltiyo ki maafi mangtey hain aisi jgah par aslah q? 8 kilashankoofo k sath itni bari larayi ki yeh bari bat hai lekin 8 kilashankof masjid mein thi yeh bht buri bat hai.Well un logo ki roho ko alah sakoon dey or baqi logo ko hidayat ameen.




Assalam O Alaikum

*Welcome To The Forum
InshAllah Enjoy ur stay
I Think Kuch Ghalti un se huee per Govt ne jo kiya Woh Buhat Bura tha.
Islam Amar Bil Maroof aur nahi Anil Munkar ka hukum deta hain
Beshak Islam sabar ka hukum deta hain
Per Islam Jihaad ka bhi Hukum deta hain
Islam kehta hain
Agar kisi burai ko dekho tho usay haath se roknay ki koshish karo,agar nahi Tho zabaan se aur agar yeh bhi na ho sakay tho usay apnay Dil main Bura jano
Kya Hua Agar Unho nay IslamAbad main Massage center bandh karnay Ki koshish ki
per wahan kisi ko mara peeta nahi Balkay sirf tanbeeh ki
I am Sorry to say
Ahista Ahista islamic laws Raij karna
Yeh Ahista Ahista Kab start hoga
60 years ho gaye hain Azaadi ko
Abhi tak yeh start nahi hua
jab Islamic Country ki Govt Islam se Door ja rahi hain Tho Definately awaam Ko uthna parega

Hatyaar is liye thay kyunki woh aik Institute tha
wahan Ki safety kay Liye ho saktay hain
Govt ki kisi baat ka hamain Bharosa nahi
May Allah swt Guide all of us...!


great reply Ss im proud of U
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Waalaikum Assalam

great dedication ahh so nice of u Ss
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
welcum Olldman n keep researching i m also waiting for "Sufi Lost"
Posted 25 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:


Mulk kay halat aik baar phir kharab honay ki taraf ja rahay hain...




han jee pure mulk mein dehsat gard(extremist) hain kya sawat,bajor,peshawar,isb har jaagh dehsat gard hi dehsat gard hain ye jo hukmaran hamare sar musalt hain ye tu doodh k nahaye huey hain inhon ne kabhi koi corruption nhi ki karoron agay peche kar k aj hamare sar pe aa bethe hain ye extremist nhi ine sirf iqtedar aur paise se pyar hai???
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

mr nice guy said:

ab ume hassan sahiba speeches de rahe hein logo ko brainwash karne ke liye..




Assalam O Alaikum

*I Think Brainwash unka kiya jaata hain jinkay Brain main kuch ho
Jin Kay Brain main Kuch na ho Unka Brainwash kaisa
Hamaray Politicians Unko Tho sirf Ek cheez ka pata hain
paisa kamaana kisi bhi tareekay se
Aur paisa Lootna woh bhi kisi bhi tareekay se...!


Waalaikum assalam
aik mukamal aur zabardast jwab
Mr nice guy agar brainwash karna hi tha tu tumhara kion nhi kiya gya???mujhe tu samjh nhi ati hum loog aik cheez dekh k bi an dekhi kion kar rhe hain dunya gawah hai k jis k pass taqat hoti hai wo ise istimal krta hai agr Lal masjid mein aslaha tha tu isttemal kion nhi kya gya mujhe sirf 2 baton k koi jawab de de mukamal daleel k sath aik ye k aslaha istemal kion nhi kiya gya govt k lye saja k kion rakha gya tha 2nd gahir mulki kahan hain aik bi samne kion nhi aya murda ya zinda

Agr aj mujhe koi in 2 baton k dalail k sath jawab de de tu mein man lun gi k Lal Masjid wale ghalt the
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam o alaikum tehzeeb welcum on the forum acha laga apk khiyalat parh k ap sahih kah rhi hai but mein ayhan ap ko aik baat kahun gi beshak Hazrat Mohamad (SAW) ne kisi ko islam qabool karne pe majboor nhi kiya tha magar Qahba khane zaruur band huey the wahan ,sharab galiyon mein bahayi gyi thi jo log ye kahte hain k musalman extremist hai tu sahih kahte hai mein hun extremist jab Allah tala ne kaha hai k tumhari mohboob tareen cheez Allah aur Hazoor (SAW) ki mohabbat honi chhaiye tu phr hum kion ya josh mein ayain??

Aslaha yaar mujhe Pak qaum pe sharm ati hai aur herat k sath hansi bi mujhe aik baat ka jawab do jab itna aslaha mojood tha tu istemal kion nhi kiya gya kion saja k army k lye rakha gya tha?? Aslaha wahan aya tu kya raaton raat aya hargiz nhi din ki roshni mein Aijaz ul haq ki nigranio mein laya gya tha wahan tu inho se ghari mulki pakarne the na tu aik bi ghari mulki kion nhi nikla?? Ok mein manti hun chalo k Ghazi sahib aur baqi sab ghalt the ttheek hai lekin phr lerkion ko zinda kion jalaya gya???Wo lerkian aj bi Umme Hassan ki awaz per aik kion hui hain unhein zaberdasti kheench k laye hain gharon se? I cant beleive this Mush did a great fuss and all of us are believing on hum blindly
Posted 24 Jul 2008

Topic: Murals

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~tasha~ said:

Rapunzel said:

MashaAllah





Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thnxx Olldman
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wow beautiful
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lolz nice
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cute
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Welcum Bhai
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bohat sweet hai sachi bilkul apki tarah
lub u dear sis
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
olldman said:



This is one of the summer palaces of Queen Marie of Romania. The sea is 30 mtres below it and from here she would wait and gaze out to the sea for the return of her loved one.

Islamic/ turkish architecture is visible. One can easily assume it was also a masque.

(Watchig u watching me. here are three that were dirctly gazing at me while I took the picture. )



bohat khoobsuart manzar hai
lolz last line
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
welcum cutie pie
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thnx
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cute
Posted 24 Jul 2008

Topic: Plzz

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SahirXX said:

May Allah Help you in each and every moment of your life



Ameen sumameen thnk U very much Sahir

javad said:

ALLAH AAP PAR APNA FAZAL O RAHAM KARY.

AMEEN.



Ameen sumameen thnk U very much Bhai keep praying for Us.

Miss mine said:

Rapunzel said:

Assalam o alaikum Jbians

plzz pray for us aj kal hum kisi bohat bari mushkil mein hain plzz hamein dua mein yaad rakhein kya maloom ap mein se kisi ki dua hamare haqq mein qabool ho jaye Thank U

Allah hafiz n feaman Allah



Allah qubool farmaaye, Ameen.. Sum Ameen
dear sis alwayz in my prayers


Sumameen ahh u r my sweetest sis dear thnk u so much and lub u sooo much

shahrukh khan said:

ab kese halaat hain rupu?



halaat pehle se kafi behter hain but phr bi abhi pareshani mukamal khatam nhi hui thnxx for consern Sk keep praying.
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan













Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


May Allah bless U Bhai ameen sumameen!!
Wish u a very very happy life........
Posted 24 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Welcum Olldman
Posted 23 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agr ap na hote tu ye topic restart na hota
Posted 22 Jul 2008

Topic: Plzz

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
So nice of U Ss n Thnxx Bhai ameen sumameen
Posted 22 Jul 2008

Rapunzel

Age: 125
7141 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yes

did u miss me
Posted 22 Jul 2008