Age: 125
7144 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hum Dekhain Ge Artist: Iqbal Bano
Hum Dekhein gay Hum Dekhein gay
Lazim hein k Hum Dekhein gay Who din ke jiska wada hay Jo loh e azal mein likha hay Hum dekhein gay Lazim hein k Hum Dekhein gay Who din ke jiska wada hay
Jub zulm o sitam k koh e garan roi ki tarah urr jain gay Jub zulm o sitam k koh e garan roi ki tarah urr jain gay
Hum mehkoomon ke paaon tale ye dharti dhahr dharh dharke gi Aur ahle hakam ke sir oper Jub bijli kar kar karke gi
Lazim hein k Hum Dekhein gay
Jub zulm o sitam ke koh e garan roi ki tarah ur jain gay Roi ki tarah ur jain gay Hum mehkoomon ke paaon tale ye dharti dhahr dharh dharke gi Aur ahle hakam ke sir oper Jub bijli kar kar karke gi
Hum Dekhein gay Hum Dekhein gay Hum Dekhein gay
Jub arz e khuda ke ka�?Tabay se sub butt uthwai jain gay Hum ahle safa, mardood e haram Masnad pe bithai jain gay sub taj uchale jain gay Sub takht giray jain gay Hum dekhien gay Bus naam rahe ga Allah ka Jo ghaib bhi hay hazir bhi Jo nasir bhi hay mansir bhi Uthay gay unal Haq ka nara JO mein bhi hon aur tum bhi ho aur raj kare gi khalq e khuda JO mein bhi hon aur tum bhi ho
Hum dekhien gay Bus naam rahe ga Allah ka Jo ghaib bhi hay hazir bhi Jo nasir bhi hay mansir bhi Uthay gay unal Haq ka nara Jo mein bhi hon aur tum bhi ho aur raj kare gi khalq e khuda Jo mein bhi hon aur tum bhi ho