Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???

(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!

Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.

Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.



itni dilchaspi ya itni kam dilchaspi???
its ok ap kin sawalon ka jawab chahte hain i will try to help u

Javed sahib ko invitation bhejte hain kya pata aa jayein lekin aj kal wo Express news mein kafi bx hain mushkil hai unka ana

Pakistani aik be-wafa qaum hain jo sahi baat hai hum log kisi ko izzat dene pe ate hain tu sar e chahra lete hain aur kisi k khilaaf hon tu phr Allah hi use bachaye....

2nd propaganda hadd se ziada hai hamari qaum jazbaati hai aur agr kisi HERO k bare mein ghalt khabar bi ho tu ise zero bana deti hai bus ye sab kaam hamari bewaqufi aur jald-baazi ka nateeja hai jahan tak mein samjhi hon


Apni baaton mein bahut samjdhari, aqal aur jankari ka mazairah karte hein. Mein to ye hi dekhata aya hoon.

1/ Sawal hai Rapunzel ji ke amal mein aisa kuch bi nazar nahi aata, kayon?


2/ Jitni aqal hai us se zaiyadha to koi nahi samaj sakta kissi be baat ya haalat ko.

Aise mein hammaary qaum un logon ko kayon zummadhari sompati hai.


3+/ Hammare danishmand tabkaa har waqat doosre mulak ke leaderon (mare ya jeete) ko kayon quote karte rahte hein. Sharam ki baat hai. Lakan ye log to barre fakhar se quote kar laite hein, Jaise ke aik barre judge ne nazzar bandi ke bahad taqreer mein aik Amarican ko quote kiya tha. Akhir kayon?

Mein kabi ye mane ke liye tayar nahi ke Pakistani qaum ne aisi shakseeyaton ko jannum nahi diya jo barre fakhar se quote kiye ja sekein. Kaya mein kissi ghalat fahami mein hoon?

Akhari sawal aik aurat ko barpoor kanooni hafaazat kayon nahi millti? kanoon kayon nahi banay jate?

Aurat ke dafaah ke liye maard hamesha peeche rehne ka tassar kayon deta hai?






ap k sab points bohat ache hain Olldaman

1. Amal mein asia islye nazar nhi ata k hum amal karna hi nhi chahte hamare samne Quran PAk jaisi Neymat mojood hai jis mein har baat ka solution hai jab hum ne use Taaqcho mein saja k rakha hai Us pe Amal nhi karte tu ye Kitaab hamara kya bighar sakti hai Dhet log hain Hum


2. Hamari qaum hadd se ziada jazbati hai au jazbati qaum nuqsan mein rahti hai,dosri baat hum ko itni aqal hai k kons ahih ya ghalt hum Assemblies mein logon ko jaanch k bhejte hain wahan ja k unk imaan bikh jate hain aur nateeja samne hota hai hamare Hamai qaum mein abhi bi ye taqat hai k Pak ko agay le jaye kion k khoon tu hum mein 1940 k logo ka hi dhoor rha hai abhi itnaaaa khoon safaid nhi hua Sirf AIK sache aur mukhlis leader ki zaroorat hai jo hum mein abhi mojood nhi mujhe as pas aik banda bi aisa nhi nazar ata politicians mein se jo paise k age na bike..

3. Nafsiyat hai hamari hum samajte hain agr hum ne appni baaton mein aik english ka lafz na tanka ya kisi English mufaqir ka naam na lya tu log hamain un-parh samjhein gay lekin mein ne Javed Sahib ki books mein bohat se mualman Azeem Hastiyon k quote parhe hain,rhi baat Judges ki tu shad unki nigah mein America hi sab kuch ho

Ap bilkul theek hain hamare pass Itne Musalman mufaqir hain jin ki soch ne aj Pak ko banaya jin ki soch ne dunya mein nam paida kya unhi logon ne europe tu faida le rha hai lekin hum bewaquf log Un logon ko bojh samajhte hain parhte huay pahle yahan HISTORY compulsory aik subject tha jo 8th tak lazmi tha ab aisa kuch nhi a kal bacho ko English heroes ka pata hai lekin Mahmood Ghaznavi ka naam i yaad nhi


4. ye shayd mard ki nature hai wo aurat ko apne se agay jata nhi dekh sakte aur qanoon ki baat aci kahi yahan last year jo qanoon bana hai Auraton k lye wo Aurat k haq mein itna bura hai k bechari aurat raat ko bahir nikalte 10 bar soche hamari lawyers (khawateen)aj bi jab koi case lerti hain tu unhein dhamkian di jati hain jab tak hum ulte seedhe fashions se hatt k apne lye khud kuch nhi karain gi mard bi koi qanoon nhi banane wale

Aurat k peeche rahne ka tasawur kafi arse se hai sirf Islam Aik aisa mazhab hai jis mein ise haqooq haasil hain baqi mazahib mein aisa koi point nhi
Posted 15 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???

(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!

Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.

Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.



itni dilchaspi ya itni kam dilchaspi???
its ok ap kin sawalon ka jawab chahte hain i will try to help u

Javed sahib ko invitation bhejte hain kya pata aa jayein lekin aj kal wo Express news mein kafi bx hain mushkil hai unka ana

Pakistani aik be-wafa qaum hain jo sahi baat hai hum log kisi ko izzat dene pe ate hain tu sar e chahra lete hain aur kisi k khilaaf hon tu phr Allah hi use bachaye....

2nd propaganda hadd se ziada hai hamari qaum jazbaati hai aur agr kisi HERO k bare mein ghalt khabar bi ho tu ise zero bana deti hai bus ye sab kaam hamari bewaqufi aur jald-baazi ka nateeja hai jahan tak mein samjhi hon


Bahut pareshan kar dene wali haalat hai.


halaat itne pareshan nhi hum log shayd himmat haar bethe hain umeed ka sahara chor chuke hain aur Allah pe jab tak hum khud apne ap ko theek nhi akrain gay hamra kuch nhi ho sakta wakeelo k lye sab nikal aye kash koi :janubi Waziristan" k lye bi nikalti koi lal-masjid k lye bi jata
Posted 15 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

olldman said:

Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???

(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!

Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.

Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.



Assalam O Alaikum
Sorry to interrupt you
hum apnay heroes ki kadar is liy nahi kartay
kyunkay hamaray leaders unko raaton raat hero say zero bana daitay hain
humain wohi kuch maloom hota hain jo media hamaray samnay paish karti hain
aur media ka to aapko maloom hain.
chor log aa kar ministers ban jatay hain
phir hum unka phichla record bhool kar unhain accept kar laitay hain,kyunki we dont have any other choice.


bilkul agr kisi ko zero banana ho tu usk khilaaf aik koi jhota sacha muqadma ya ilzam laga do ale din log use heo ko jhoote na mar rhe hon tu kahna aur Media mujhe is baar Geo k khulne pe shakt afsoos hua hai koi faida nhi hua inho ne aj tak kabhi AQ khan k lye kuch nhi kya tu kaisi azadi e sahafat hai inki
Posted 15 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Assalam O Alaikum
Really good Articles
yaa very right said Mr.jousaf Rafael
jo insan apnay aap aur apnay Khuda say wafadari nahi kar sakay to woh bhala dosron say kaisay karaingay
aur buhat khooblikha hain inho nay
kay hamari aik nasal Allama Iqbal hoti hain
aur dosri Javed Iqbal
A really good Writer and very strong views



Wasalam
tumhari baatein aur points bohat ache hote hain SS n i really like it
hamare han log apni zaat tak se wafadaar nhi mein ne abhi 2 din pahle inka aik article parha tha "Navy" k aik bande k bare mein mujhe wo mil nhi rha tum sooch nhi sakti mujhe wo parh k kitna shakt afsoos hua hai itni be-wafayi Pak k sath
Posted 15 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ohh mujhe aik baat samjh nhi ati k bahir rahne wale Mush ko itna behter aur acha insan kion samjhte hain baat simple si hai insan jab apne bare mein likhta hai tu kuch andaz mein kabhi sokhi bi aa jati hai aur baaz auqat jo baat nhi nikalne wali hoti wo bi nikal jati hai maun se ab theek hai wo chahe jitne marzi ache insan ho jo kuch wo aj yahan Pakistan mein kar rhe hain "wanna,sawat,isb" mera nhi khayal ye kisi lehaz e thek hai Quaid bi in halaat se guzre tab in logon ne har haal mein Pak kasath dya aur Aj Mush inhe hi mujrim sabit kar rha hai very very bad kya aik insan power ki lalich mein itna girr jata hai k rooz kayi be-gunnah afraad ko gharon se utha le

Last days mein ne akhbar mein parha tha "Human Rights" ki report thi k Mush Govtt se pahle "La-Pata" afraad ka koi tasavur hi nhi tha

ap zero point 2 parhein us mein Javed Sahib ne her Leader ko ache aur bure ka kaha hai wo 2002 ka zamana tha
2007 ko ye book publish hui jo Leader 5 saal mein bi na samjhe use hum kya kahein??

Is waqt Pak mein kisi k pas itna time nhi k aisi books parhe aik leader se pichle dino kaha tha agr ye book Mush as a civilian likhta tu iski 100 books bi na bikhti
Posted 15 Apr 2008

Topic: Drama

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
may beeee
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Happy Birthday To A Special Friend


Happy birthday to a special friend.
All my love to you this precious day!
Part of me knows just what I should say;
Part perhaps some deeper word would send.
You're the strand on which I silent write
Before my dreams are swept far out to sea.
In you there's room to canter and run free,
Restoring my lost sense of space and light.
To me you are a place where I can stay,
Hanging out to watch the rush of time,
Drawing in the sand a lazy line
Along which I can go my own sweet way.
You are my sun and shade, my bread and wine.
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
why
Posted 14 Apr 2008

Topic: Drama

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmm
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bohat khoobsurat ho..Khoobsurat
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
may be he was cheating u
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
acha sorry
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
itni care
Posted 14 Apr 2008

Topic: ~ JB MEET

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmm sahi
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Allah raham kre ameen
Posted 14 Apr 2008

Topic: Suspense...

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ab sone chale gye hain
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hain....
Posted 14 Apr 2008

Topic: Drama

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
but itna sentimental hone ka faida
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
happy>>Life
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shaam hai dhuwan dhuwan
Posted 14 Apr 2008

Topic: Dhoom Machale

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
MM>>bohat khoobsurat ghazal likh rha hon

Misi>>ishq ne tere


Tasha>>>tumhe aaj mein ne jo dekha

Esha>>>ye lerka haye Allah
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


both of u so shweet
Posted 14 Apr 2008

Topic: Truth Or Dare

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Ok tell me the name of tht gal
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
MISS SCORPIO said:

Mey bohaat buri hoon.

Aap frishtoh ki tarha anmol hain.



who said

Ap best sis hain
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
no

do u miss me
Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Righteousness
And on the authority of Wabisa bin Mabad, may Allah be pleased with him, who said:

I came to the messenger of Allah and he said: "You have come to ask about righteousness ?" . I said:" Yes." He said: "Consult your heart. Righteousness is that about which the soul feels tranquil and the heart feels tranquil, and wrongdoing is that which wavers in the soul and moves to and from in the breast even though people again and again have given you their legal opinion [in its favor]."

a good hadith transmetted from the Musnads of the two Imams, Ahmed bin Hanbal and Al-Darimi, with a good chain of authorities.


Posted 14 Apr 2008

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 14 Apr 2008

Topic: Drama

Rapunzel

Age: 125
7145 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:

meiney forrum per yeh nahi kaha tha k del ma id

due to one member of jb meiney wol ko pm mein kaha tha



ook sorry mein apne lafz wapis leti hon mein sirf aik baat kar rhi hon k members aise topic kion banate hain mein ne bi banya thts was my fault and i accept it
Posted 14 Apr 2008