Age: 124
7947 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Haqeeqat aasna mere,tujhe shaid khabar hogee Mujhey teri mohabbat ne bohot buzdil bana dala Main her us shey se darta hoon,tujhe jo cheen saktee hai Main un lamhoon se darta hoon,judai jin main rehtee hai Main un ashkoon se darta hoon,jo ban kar yaad behtey hain Main un ladfzoon se darta hoon,jo khamoshee main rehte hain Bicharney ki mere hamdam,main her soorat se darta hoon
Age: 124
7947 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Wel Come to Janu Baba[colored][colored][colored][colored] [colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored][colored]
Age: 124
7947 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pyar ke kitne fasanoon ki yehi manzil hotee Khudkushee ki jo mazahib main ijazat hotee Hum agar tujh se bhee chahat ki tamana rakhte Ye mohabbat to na hotee, ye tijarat hotee
Age: 124
7947 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mujhey khwahishoon ka sarab de Mujhey ek adhora sa khawb de Mujhey aansoon ka de kuch sila Mere rutjagoon ka hisab de Tu na her sawal pe sir jhuka Mujhey de koee to jawab de Karoon sab dukhoon ka main khaatima Mujhey zehr de ya sharab de Na sakoon mile na hoon besakoon Mujhey es tarha na azab de