Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
"Y MUSLIMS KEEP INSULTING OTHERS RELIGIONS"
actually,ye sab mazhab islamic taleemat see douri ka nateeja hai...or kuch nahi......aisey aisey aqeedey hain log unko bilkool aisey hi adopt kiye hoye hain jese Islam main yehi sab zarrori hain or inke bina jannat nahimiley gi...anmaz roza Allah Rasool ke ahkamaat tu aik taraf daal diye hain....or salll ye sab aik poorey propegenda hai jo maghrib ne hum muslims ko poorey dunya main bura bananye ki liye paish kiya hai...or jab haqeeqat samney aatey hai tu yaqeen jano iasee aosee batien or enkeshafaat ho rahey hain ke dil chahta hai ke pata hi na chalta or maghrib ke is badnuma face se mazeed nafrat ho jatee hai................or is main Muslima bhi paish paish hai.....zahir hai acche maraat kes ko nahi pasand unkey samney pehley chara dala jata hai.....,kher ye sab barey debateable topics hain...bohut saree batein isee hawaley se ho saktee hain. Or baatjo opper point out kiya hai,wo bhi sab jahalat ka nateeja hai.
Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
but sall.....main kuch eqtelaaf kertee hoon. the thing is.....wese tu ajakl poori dunya main kiya Paki main hi dekh lo kiya nahi ho raha....swal ye hai ke kiya nahi ho raha...or lerkiyan bhikiya nahi ker rahain.....but un sab ko chor ker...wo aik maqsoos tabqey se taluq rakhtee hain.....or un main zaroori bhi nahi ke muslims hi hoon..ajkal tu muslims name rakh ker wo kaam ho rahey hain..sarey burey burey kaam or naam ye ke they r muslime coz they keep muslims name....tu lerkiyon ke liye ab ye sab jayez tu nahi ho gaya na...chahey lerki ho ya lerka don ke liye hi aik hi rulez Allah tala ne diye hain.....bus aik derja ooncha hai tu us ki bhi bohut saree reasons hain.....or wo reasons stand bhi kerteee hain... ab ye afairs wagera tu dono ke liye hi namozoo hain... n i agree wid u jawad ali...or yas believe me aapkey opinions kuch acche nahi hain....plz is terha kee rayee na rakhen kuch lerkiyon ne poorey system ko kharab kiya hai tu lerkey bhi peechey nahi hain.