Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
Baath poolo ki suna karte tey,
hum kabi shair kaha karte tey,
ab kahaanh aesi thabiyyat waley,
chot kaa K jo dua diya karte tey.
-------------------------
Posted 08 Apr 2003

Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
aadatan tum ne kar diye vaade
aadatan ham ne aitabaar kiyaa

terii raahon mein baarahaa ruk kar
hum ne apnaa hii intazaar kiyaa

ab naa maangenge zindagii yaa rab
ye gunaah hum ne ek baar kiyaa

Posted 08 Apr 2003

Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
ok guys, it's been lovely being in here, but it's too late so i better hit the bed now, c ya all tomorrow, ba byeee
Posted 07 Apr 2003

Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
Is dil ko kisi aahat ki Aas rehti he,
Nigaho ko kisi soorat ki pyaas rehti he,
Tumhare bin kisi cheez ki kami tho nahi,
Magar tumhare bin zindagi udhaas rehti hey

Posted 07 Apr 2003

Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
Thanks modni, ur contribution would be appreciated
Posted 07 Apr 2003

Topic: Jaan-e-Ghazal

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
dil diya tere pyar ki had thi,
jaan di etbaar ki had thi,
mar gaye magar khuli rahin aankhe,
yeh tere intzaar ki had thi[/blue

Posted 07 Apr 2003

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
JAGTI ANKHO SAY KOI KHAWAB AYSA DEKHO'
PHOOL TO PHOOL HAIN KATNO KO BHI HASTA DEKHO.

Posted 07 Apr 2003

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
Tumhari ek nazar ne humko ghaayal kardiya
tumhari baaton ne humko deewana kardiya
tumhari muskurahat ne humko paagal kardiya
aur is paagalpan ne humko ruladiya
Posted 07 Apr 2003

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
AUR EK TERE ANEY KE BAAD
ZINDAGI YOON HAI GAISEY EK KHEELA GULAB
MAGER YEH INTEZAR KE LEMHEY
AGER TU NAHIN MERE PAAS TO KIA HOYA
TERE YAADEIN, TERE BAATEINAUR TERI CHAHATEIN
MERE ZINDAGEY KO GULAB BANAYE HOYE HAI
AAB SIRF TERE ANEY KA INTEZAR HAI
MERE ZINDAGI EK GULAB TO HAI
MAGER BAGHARE KHOOSHBOO KE
BUS ABHEE ITNA HEE MUJH SE KEHTEY RAHOO
KE TUMHEIN MUJH SE PYAR HAI
SIRF MUJH SE PYAR HAI
Posted 07 Apr 2003

TMexican

Age: 124
7894 days old here
Total Posts: 10
Points: 0

Location:
,
kkkoooooooooollll.... this is all i wanted, we dint have ne poetry forum
Posted 07 Apr 2003