well nikama hum bhi samjhay yahan kissi khaala jaan ki baat ho rahi hogi
anyway
insaan 2 cheezon sey bana hay JISM aur ROOH
JISM mittisey bana hay aur ROOH asmani cheez hay...
JISM ki saari zarooriayta mitti sey hi poori hoti hain ...aik jism ko roti kapra makan aur doosrey insaanon ki zaroorat hoti hay aur yeh sab chezainmitti sey hi banti hian apney jinbhi luxuries ka ziker kia..mobiles, designers ,girls ,cars jo bhi sab mitti sey hi bani hian ya mitti sey (minerals)hasil honay wali cheezon sey.....
aur rooh kiunkay asmani cheez hay usko satisfactionhbi asmani chezon sey himilsakti hay.....
hum jism ki zarooriat tu poori ker rhay hian lekin rooh ki nahin isliye hamarey under yeh khalipan, bey sukoonee hay sab kuch hotey huibhi
.................
.........................