akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Tum Sun ke Hans Pari Thein,
Aur Hum Se Ye kaha Tha ,
Hum Tum ko Bhool Jaen,
Tum ko Na Yaad Aaein ,


Sun ker Tumhari Batein ,
Hum Chup Se Ho Gaye They,
Phir Tum Bichhar Gaye They,

Tum Se Bichhar ke Hum Bhi,
Her Lamha Gin Rahey They,
Mausam Badal Rahey They,
Aur Hum ke Jal Rahey They,
Her Sans Thi ke sakat ,
Khushbu Bhi Aur Hi Thi,
Barish ka Pehla Katra ,
Jab Bhi Gira Zameen Per,
Hum ko Lag Raha Tha,
Jungal Pighal Raha Tha,
Phir Hum Behal Gaye They,
Aur Ho Gaye They Aadi,
Dunya Ki Mehfilon Ke ,


Ab Phir Se Mil Gaye Ho ,
Aur Hum Se Keh Rahey Ho ,
MUSHKIL HAI AB BICHARNA,
AB DOOR TUM SE REHNA.
Posted 16 Jun 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
Kabhi Ek Nazar Chahat Se
Dekh Hee Liya Hota


Hum Bhi Tujhe Ishq-0-Mohabbat
Se Aashna Karte,
Bas Ek Baar Apne Dil Mein
Aane To Diya Hota.


Kiya Jata Tumhara Bas
Hamein He Dil Se Khushi Milti,
Apni Zindagi Ki Kitaab Mein
Naam Hamara Bhi Likh Liya Hota.


Dekh Lete Zara Ghor Se Shayad,
Tumhare Haath Ki Lakiron Mein
Hamari Kismat Ka Bhi Diya Hota.
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
03453400042

Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Itni Masoom Thi Zindagi

Na Dil Mai Meel Aur Na Chehray Pay Mokothay Thay
Kitini Masoom Thi Zindagi Jab Hum Chotay Thay

Sun Lay Koi Mere DIl Ki Thodi Si Dastan
Waqat Kisi Kay Pass Itna Bhi Aaj Kahan
Sinay Say Laga Laytay Thy Door Kar Sabhi
Pehlay Kabhi Jab Hum Choti Sii Baat Pay Rotay Thay
Kitni Masoom Thi Zindagi Jab Hum Chotay Thay

Aab Tou Pyar Daykar Bhi Mohabbat Nahi Milti
Waqat Tou Milta Hai Magar Fursat Nahi Milti
Ek Ratain Hain Ye Jo Nendon Se Natay Ttott Chuke
Ek Din Thay Wo Jab Hum Baday Sakoon Se Sotay Thay
Kitni Masoom Thi Zindagi Jab Hum Chotay Thay
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat usey bhii thii
merii tarah kisii se muhabbat usey bhii thii

mujh ko bhii shauq thaa naye cheharon kii deed kaa
rastaa badal ke chalane kii aadat usey bhii thii


suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa
taazaa rafaaqaton kii zaruurat usey bhii thii

mujh se bichhar ke shahar mein ghul mil gayaa vo shaKhs
haalaan ke shahar bhar se raqabat usey bhii thii

vo mujh se bardh ke zabt kaa aadii thaa je gayaa
varnaa har ek saans ki Qemat usey bhii thii
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Koi Bhoola Sakta Nahi

Koi Bhoola sakta nahi kisi ko Bhool jane ke baad
Koi Saamne aa jaye kisi ko Yaad karne ke baad

Kyun chorr diya Hamara sath, kya Hum ne Khata ki
Khuda bhi Maaf ker deta hai Gunaah hone ke baad

Kyun aate ho Hamein Yaad, kyun Tarpate ho Mujhe
Aadmi Khush hota nahi her Ek Khushi milne ke baad

Mohabbat ke Safar mai kitne Door chale gaye hain jab Hum
Kyun wapis pukarte ho Manzil ke qareeb aane ke baad

Aansoo hai kamzor Sahara Mere Jeewan ka
Kyun aate ho pouchne, Aankhein sukh jane ke baad

Na mana karo Hamein Pyaar karne se Tujh ko
Kyun log Bagawat karte hain Pyaar kerne ke baad

Karle Deedar apne Mehboob ka Ji bhar ker
Koi aata nahi milne Qabar mai jane ke baad

Koi kisi ka Haal-e-Dil jaan nahi sakta
Murda Jism hi janta hai Qabar mai jane ke baad

Izzat, Zillat, Gunah, Sawaab kya hai koi bata de?
Na aana chahta koi Dunya mai Qayamat dekhne ke baad

Koi Bhoola sakta nahi kisi ko Bhool jane ke baad
Koi Saamne aa jaye kisi ko Yaad karne ke baad
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wo ik larki
meray jaisi

udas logoon ki bastion main
wo titlion ko talash karti hay

wo ik larki

wo goal chehra wo kaali aankhain
jo karti rehti hzaar batain
mizaj saada wo dil ki achi

wo ik larki

sari batain wo dil ki manay
wo kray wo jo dil main thanay
koi na janay kia us ki marzi

wo ik larki

wo chahat k seerab daikhay
muhabbtoon k wo khwab daikhay
wo khud sumandar magar hay piasi

wo ik larki

wo dosti k nisaab janay
wo janti hay ehad nibhanay
wo achi dost wo achi sathi

wo ik larki

wo jaam chahat ka peena chahay
wo apni marzi say jeena chahay
magar hay darti magar hay darti

wo ik larki

muhabbtoon ka jo fulsfa hay
wo janti hay usay pata hay
wo phir bhi rehti dari dari c

wo ik larki

wo jhotay logoon ko sacha samjhay
wo sari duniako acha samjhay
wo kitni saadi wo kitni pagli

wo ik larki.........
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
<<<< Yaad>>>>>>>

Aaj Us Ki Yaad Nay Humain Tarpaya
bohot
Aaj Na Chahattay Howay Bhi Woh Yaad
Aaya Bohot

Us Kay Baad To Jaisay Vehshatoon say
Dosti Ho gayi
Phir Kyon Aaj Tanhaiyon Nay Darraya
Bohot


Woh Mera Tha,Mera Hai,Mera Rahay Ga
Hum Nay Is Khayal Say Khud Ko Behlaya
Bohot

Shaama Kay JalNay Per Hum Afsoos karain
Kyon
Hum Nay Bhi Manind Shamma Khud Ko
Jallaya Bohot

Hum Nay Jis Kissi Ko Bhi HumdArd Samjha
Woh Humaray Dukh Pay Na Janay Kyon
Muskuraya Bohot     (why)
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mairay sabar ka na lay imtihaan   maire khaamoshi ko sadaa na day
jo tairay baghair na jee sakay   use jeenay ki to duaa na day
to azeez dill-o-nazar say hai jo qareeb rag-o-jaan say hai
mairay jism-o-jaan kay yeh faaslay kaheen waqt aur barhaa na day
tujhe bhool kay nabhulaa sakoon tujhe chah kay bhi na paa sakoon
maire hasratoon ko shumaar kar maire chahtoon ka sila na day
wo tarap jo shula-e-jaan main thi mairay tan badan se lipat gayi
to bujha sakey to bujha esey na bujha sakey to hawaa na day
tujhe agar milein kabhi fursatein maire shaam phir say sanwaar day
agar qatal karna hai to qatal kar yoon judaaiyoon ki sazaa na day
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
IS DIL NE TERE BAAD MOHABBAT B NAHI KI
HAD YE K DHARKNE KI JISARAT B NAHI KI


TABEER KA AIZAZ HOWA HAI USE HASIL
JIS NE MERE KHAWABON MAIN SHIRAKAT B NAHI KI


ULFAT TO BARI BAT HAI HUM SE TO SAR-E-SHEHER
LOGON NE KABHI DHANG SE NAFRAT B NAHI KI


AADAB-E-SAFAR AB WO SIKHATE HAIN JINHON NE
DO CHAAR QADAM TAY YE MUSAFAT B NAHI KI


KYA APNI SAFAI MAIN BAYAN DETE K HUM NE
NA KERDA GUNAHI KI WAZAHAT B NAHI KI


KHAMOSH TAMASHAI KI MANIND SAR-E-BAZM
SO ZAKHAM SAHE DIL NE SHIKAYAT B NAHI KI


US GHAR K SABHI LOG MUJE CHORNE AAYE
DEKLEEZ TALAK US NE YE ZEHMAT B NAHI KI


US NE B GHULAMON KI SAFON MAIN HAMEN RAKHA
IS DIL PE JIS NE KABHI HUKUMAT B NAHI KI
03453400042
Posted 23 Apr 2007

akash

Age: 124
6430 days old here
Total Posts: 24
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~Eik tara~



raat ki tarike per beshumar tare chamak rahe the...

dekhte he dekhte aik tara toat kar bikherne laga...

to mein ne is se pocha...

tum tu apne sathio ke sath khush khush the...

phir ku tum is tarah roth kar jarahe ho ?

Isne kha..."

Aik pagal si larki ne taroo ko dekh kar dua mangi...

ke ager koi tara abhi ise waqt toat jata hai tu...

meri dua pori hojaye gi...

ise waqt meri Mohabbat mujhe mil jaye gi".

Tare ne kha...

"Maine dekha jab koi tara na tota tu wo rone lage...

iske ansoo main dekh na saka...

aur main sathio se juda hoker...

sub rishte tor kar toat gaya...

maine Mohabbat karne walo ke liye qurbani de hai".

Miane kha...

"Tum kitne khush naseb ho...

ke kisi ki khushi ke liye...

tumne apni zindagi fana karde".
Posted 08 Apr 2007