Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oh but i tell u piyar dhoka nahin sahe piyar ko samajhna bus bohat mushkil hai piyar tu aisa rishta hoota hai ju aap ko nikhar deta hai aap ko pak saf kerdeta hai piyar dhoka nahin aaj kal key insan dhokey baz hain
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hi my dear jbs fellow meiney sab loogon key comments perhey kuch ney poocha kiya ye sach hai kuch ney kaha ismein kuch batein ghlat hain aur kuch kehney lagey key aisa nahin hoota sab flirt hain sab dhookey baz hain tu sunein my sweet fellows aik tu sarey flirt nahin hotey aur nahi sarey dhookey baz hootey hain ooper ju batein aap loogon ney read ki ismein sey koi bhi bat ko aap ghalat nahin kehsaktey han ye kehsaktey hain key ye sab batein kisi aik mein nahin hoo sakti ismein sey kuch batein ager kisi aik insan mein hongi tu ussey hat key kuch batein kisi aur mein payejayengi han ye sach hai key sab aik mein nahin hoo sakti ok dear fellows byeeeee
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dil sheehey sey bhi nazuk hoota hai lekin sab ka dil aisa nahin hoota kuch yahan pathar dil insan bhi hai ager unko is dil ki masoomiyat aur nazuk hooney key barey mein jan jayen tu woh dil ko tootney na dein lekin aaj kal ki duniya mein is dil ki koi ahmiyat nahin samjhi jati ye duniya bohat zalim hai ye is dil ko jura rehney nahin deti bar bar torti hai aur ahista aahista choora choora kerdeti hai
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ya offcourse dosent matter woh kaise hai dikhney mein bolney mein rich ha ya poor ye batein merey samney koi ahmiyat nahin rakhti meiney apney dil ki suni ha aur mujhey apney GOD per yaqeen ha so merey samney in baton ki koi ahmiyat nahin main itna janta hoon key meiney ussey chaha woh chahey ya na chahey but main tu usko chahta hoon aur maybe aapney suna hooga key ju tumko chahey ussey he accept karo i think ok fellow i have to go byeeeeeeeee
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ok i agree to ur point but meiney kafi larkiyon sey bat ki net per aur abhi bhi mere bohat achi achi dost bhi hai jinsey mere dosti ko 1 years aur issey ziada ka ursa bhi hoogaya hai lekin kisi mein bhi mujhey aise feeling nahin hoi ju usmein thi merey dil sey awaz aaye key yehe piyar hai aur meiney apney dil ki suni i think but main aap ki bat ko ghalat nahin kehta ok
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ok fellow i tell u the way sunu ju bhi birthdate hai aur ju bhi month hai unko add kerna hai forexample jbs ki pari aapkey lea 16+1=17 ok ab 1+7=8 ok aap ka 8 hai ok enjoy and always smiling ok byeeeeeeeeeeee
Age: 124
7459 days old here
Total Posts: 197
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ji my jbs fellow sorry main late msg post ker raha hoon becoz iam busy in my study and business so aaj kafi dinon bad msg ker raha hoon jisterhan key ooper quiteguess ney poocha ppiyar muhabbat kiya hai so main apni thinking bata deta hoon jitna mujhey pata hai ok fellow piyar aik bohat bara jazba hai ju ALLAH kisi kisi ko ata kerta hai jab aap kisi ko piyar kertey hain tu aap herwaqat ukey barey mein soochtey hain usko herwaqat khushi pohanchatey hain aur usko kabhi naraz nahin hooney detey aur piyar kiya nahin jata piyar bus hoojata hai ju loog kisi ko dekhtey hain aur unko ager woh pasand aaajaye tu woh usko piyar kerney lagtey hain felloow isko piyar nahin kehtey ye feeling hooti hain piyar tu woh hoota hai ju bina kuch dekhey bina kuch soochey hoojaye khud ma khud he aap ko koi itna piyara lagney lagey key usko paney key lea aap apney aap ko uskey qabil banayen aur ussey hasil karein ye hoota hai piyar piyar ye nahin hoota key aap ko koi acha lga aur aap uski yad mein khoogaye aur future ko bhool gaye ye piyar nahin piyar tu insan ko bohat kuch deyta hai ager aap mere nazar aur thinking sey karo ok fellows aaj key lea itna he kafi byeeeeeeeee