Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
kiyaa baat hai piyar muhabat kii batain hooo rahi hain koon kiss key piyaar kerta hai chalooo ye chaar din ki zindagi hai joo merzii keroo apni apni had main reh ker ok
khilta nehi haal kissi sey kahey baghair per dil he jaan leta hai dilber kahey baghair
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
aaj kaatil ki ye merzii hai ke serkashh lerkii sarey-e-muqtil tujhey kooroon se nachaya jay moot ka rakes zamaney kooooo dikhaya jayy is terhaan zulm ko nazrana dia jata hai rakes zanjeer pehen ker bhi kiya jata hai
___________________
dekh feriyaad na ker, ser na jhooka maoon uthaa kel ke joo loog kerey gay too abhii se ker ja nachtey nachtey azaadii ki khatir mer ja manziley eshq main mer mer ke kiya jata hai rakes zanjeer pehen ker bhi jata hai
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
ohooo aap sub kioon lertey hoo lerney sey kuch nehi miley ga koi achi achi batain kiya kerooo khud bhi khoosh rahoo ur dossroon ko bhi khush rakhoo ur kiran her larai main tum zaroor hoti ho kehtey hain na ke her borey kaam main kisi na kisi lerki ka haat zaroor hota hai ur tum he is aag ko bherkati hoo kion kerti hoo maza ata hai/
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
hai dua yaad mager harf yaad nehi merey naghmaat ko andazey-e-nawa yaad nehi main pelkoon se der-e-yaar ko dastak dii hai main wo sayil hoon jisey koi sada yaad nehi main ney jin ke liye rahoon main bichaya tha lahoo hum se kehtey hain wohi ehdey-e-wafa yaad nehi kesey bhar ayain serey-e-shaam kisi ki aankhey kesey tharai charaanghoon ki ziya yaad nehi
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
tum ney ye kesa rabta rakha na miley ho or na fasla rakha nehi chaha kisi ko terey siwa tu ney hum ko bhi parsa rakha phool khiltey he khil gai aankhey kis ney khooshboo main sankha rakha tu na ruswa ho is liye hum ney apni chaahat per daiyra rakha jhoot bolla to umer bher bola tum ney is main bhi zabta rakha koi dekhey ye sadgi apni phool yadoon ka aik saja rakha saed uljah raha mager is ney tujh se milney ka rasta rakha
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
diyar-e-ghayr main tujhey kesy sada detain tu mill bhi jati to tujhey gawaa detain tum he nehi hum ko sonay naa dukh apna werna dua wo kertey ke hum aasmaan halaa detain
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
our bohat see cheezay lut chooki hain dil ke sath... ye batayaa dosstoon ney aashiq fermaney ke baad iss liye kamrey ke ik ik cheez chack kerta hoon main.. ik terey aaney se pehley ik terey janey ke baad
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
haan ye to hain lekin ab acheyy loog to kam he reh gay hain or bory bohat ziyada hoon gay hain likin waqt ke sath sath bohat se looog jo abhi achey hain ya to wo Allah ko piyary hoon jay gay ye phir woo bhi in borey loogooon ke sath mil jayen gay . lekin is doniya main loogooon ko apni mushqil main kissi na kissi ki zaroorat perti hain or wo is ke liye do sarey koo chooor detey hain is liye main kehta hoon ke apni soochoo doosrooon ko chooor dooo
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
toba ye kiya hindoo or muslim ki larai honey lagi hai donoo main koi farq nehi hai yaar choorooo aik dooost ki terhaan baat keroo bhoool jaoo sub kuch ok
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
han tumhari baat to theek hai lekin ager zinda rehna hai to jo aap se achaa slook kerey us ka sath do or jo thora bhi bora kerey to us ka bhi sath na do kioon ke us ke dil main bhi thoot ho sakta hai ke wo kab sath choor de is liye us ke choorney se pehly tum he us se door ho jaoo ok bye bye
Age: 41
7705 days old here
Total Posts: 41
Points: 0
Location:
lahore, Pakistan
lerkiyaan ka sath bora to hai lekin jab koi lerki sath ho jay to ye dil bhi sath chooor deta hai or phir koi kaam theek hota he nehi is liye mera question hai ke dil kiya cheez hai?