Age: 125
7014 days old here
Total Posts: 82
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
T£RÏ KHÄMÖ§HÏ
Teri KhamOshi Ko Tera Ezhar Samjhta HoON Teri Wafa Ko Tera Piyar Samajhta HoON Nazron Main Tere Didar Ki Umeed Rakhta HOoN Main Piyar Sirf O Sirf Tum Se Karta HOoN
Naam Tera Subha O Sham Meri Zuban Par HO Tu Chahe Jab Kabhi Bholna Mujhe........ Yadein Meri Tera Thikana HoON............ Ansoo Mere Piyar Ka Tere Afsana HoON
Tune Jo Kiya Khuda Kare Tujhe Ehsaas Ho Jo Mile Tujhe Saza Teri Wafa Ki Sanam Yadein Meri Bus Tera Thikana HOoN...... Or Ye Hi Meri Wafa Ka samar Ho....
Yaad Rahe Tumhain Ye Baat Sanam.... Mar Jaonga Mit Jaonga Main Lekin.. Tumhain Dil se Main Bhola Na PoangA Main Teri Nadani Ko Saza De JaongA
Naam Tera Lahu Se Main Likh JaongA ~*~*~*~*~*~*~*~ KIYU KE ~*~*~*~*~*~*~
Teri Khamushi Ko Tera Ezhar Samjhta HOoN Teri Wafa Ko Tera Piyar Samajhta HoON Nazro Main Tere Didar Ki Umeed Rakhta HOoN Main Piyar Sirf O Sirf Tum Se Karta HOoN
Age: 125
7014 days old here
Total Posts: 82
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mera wajood"
mera wajood hai azeeyaton ki qaid main mera zehan hai sochon ki qaid main mujhay hai to bas ik aasra meri maan ki ujli si yaad ka main nahin hun mager ohir bhi main ik azziyat-e-na tamaam main ik khamashi-e-be naam main ik masti-e-bad naam hun hai wajood mera kanton ke hisaar main bad mast masti ke jawar main main hun be hison ke diyaar main her pal hoon teri yaad ke khumaar main mujhay chair na ay purnam fiza main hun sho'ala ik dehakta hua main dukhon ki aag main hun tapi hui mujhay sard na ker or jala aye "Khuda-e-laazawal" rok de is baarish ko is ki her boond se phat'ta hai aabla jo ye baras gai meray wajood pe ye phat parai ga lawa numa bas ik nazr-e-karam ker meri maan ki is "lehad" per ker roshan us ki "lehad" ko ker baghbaa(n) us ki rooh ko bakhsh de her khata us ki razi ho jaa us se "ger ranjoor" ho raahat kada main de jaga apne reham se usai ay "Khuda" hai ik gunah gaar ki ye iltija "ger manzoor" ho