Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
is daur main wafa ki jis sey bhi ki umeed
aa kar ussi kay haath ka pather laga mujhey


>> Y <<
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
apni



ab tujhey aur kia doon main apni wafaon ka saboot
keh ab meray haal peh hanstey hain teray shehar kay log
Posted 22 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
haasil huay na phool to kaantey hi lay chalain
ay dasht e zindagi teri saughaat kuchh to ho


next with > wao<
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
King of jb said:

Aankhon


Teri Tasweer meri Ankhon main Basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai


Aslam o alaikum , reply to >K O J < with tasveer

Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

ROYA


Roya hoonn teri Yaad Mainn Din Raat Musalsal
Aaisay Kabhi hoti nahin Bersaat Musalsal


yahan aap kisi kay shair ko >QUOTE< bhi kar saktey hain.
;;

kaantey ki tarha hoon main raqeebon ki nazar main
rehtay hain meri ghaat main cheey saat musalsal
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
nice sharing
Posted 22 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Lay jaein mujhay mal-e-ganeemat k sath adov
Tum nay to daal di hai sapar, TUM KO IS SAY KIA
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Doctor Sam said:

Daagh-e-dil hum ko yaad aanay lagay
roz apnay kiye jalanay lagay


abhi nikal gya mind se..


Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
umar

tumaam umar meri haalit peh roya nahin koi
agar phoot kay roya hai to meray paon ka chhala
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
laikin

main ney kab kaha hai keh meray haq main ho jawab
laikin khamosh kion hai koi faisla to day
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Mysteriousgal~ said:

"Dua-e-Bad nahin Deta, Fqat Itna hi Kehta hoon"
"Keh Jis say Dil Lagay Tera, Woh Tujh sa Baywafa Niklay"


NB apka apna shair hai ya?




main tu yah bhi nahin kah sakti coz uski khushi hai us main is liyay usay ya nahin kah sakti k woh baywafa niklay...

but main nay tu baywafai nahin ki thi jo mujh say door ho gaay


nahin

dil sey daikhi nahin jati judai FARAZ
kis tarha shaakh peh baithey huay parindon ko urhaoon
Posted 22 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Mysteriousgal~ said:

Koi achi se saza do mujh ko
Chaloo aisa karo bhola do mujh ko
Tum se bichron tu maut ajaye
Dil ki gehraiyon se dua do mujh ko


aap doston sey request hai keh jo lafz choose karain
ussay top per likh dain
aap ka bohat shukria.............hkb
Posted 21 Nov 2005

Topic: tell me plz

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Fragi~ said:

u r welkum .. waiting for ur topix

have fun @ jb



laikin iss topic ko poetry caffe main reply daina hai

thanx for reply................hkb
Posted 20 Nov 2005

Topic: tell me plz

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Fragi~ said:

yeah sure .. u can make it


thanx
Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

wa salam Hawa ki Beti...


"Nigaah Buland, Sukhan Dil Nawa , Jaann Pur souz"
"Yehi hay Rakht-e-Safar Meer-e-Carwaann kay liyey"

YEH


>>Y<< again and again for me ok no prob


yeh raaz kisi ko bhi nahin maloom keh momin
qari nazar aata hai haqeeqat hain hai QURAN


so lets play with >> noon <<
Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

Post Mix ho gayee...HAWA KI BETI aur only Arbaab ki

ANyways..Continue with NUUN


nahin baygangi achhi rafique e rah e manzil sey
thehar ja ay sharar hum bhi to aakhir mitney waley hain

noon
Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

Post Mix ho gayee...HAWA KI BETI aur only Arbaab ki

ANyways..Continue with NUUN



salam there

difference was 2 min just
Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

"Yeh jo Gard Baad-e-hayaat hay, Koi Iss ki Zad say Bacha nahin"
"Magar aaj tek teri yaad ko, Mainn Rakhoonn Sanbhaal Sanbhaal kay"

YEH


yaad rakhna hamari turbat ko
qarz hai tum per 4 phoolon ka


alif
Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
yeh dastoor e waea sadyon sey raaeij hai zamaney main
sada e qarb di jin ko unhee ko door daikha hai


[ saghar siddiqui]

yeh
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

hawwa ki beti said:


yes rizwan kon hain



RIZWAN....kon hay     Doc SAM jee zara DASNA ....

hawwa ki beti said:



nikal kar band kamrey sey zara bazaar main aao
agar tum daikhna chaho tamasha ho bhi sakta hai






Her aik Kay liyey na Khula rakh issay Qateel
Yeh Dil hay Aik Ghar, Issay Bazaar met Bana



roney waley tujhey roney ka saleeqa bhi nahin hai
ashk peenay kay liay hain ya bahaney kay liay hain

Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Fragi~ said:

i think its collection but its nice



ya collection & selection

Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

hawwa ki beti said:

new_beau said:



Wohi Meray Walaa Hisaab


aap wala hisab kaisey hua
aap ney sirf aik shair share kiya hai

> kuchh hisab milta hai < keh saktey hain


Rizwan Ashar Saab Fermaatay hainn Keh..

"Khaak mainn Mil kay Bhi Zaahir na ho sakay"
"Tamaasha yeh Kisi ko Tamaasha nahin Laga.."




yes rizwan kon hain

nikal kar band kamrey sey zara bazaar main aao
agar tum daikhna chaho tamasha ho bhi sakta hai


Posted 20 Nov 2005

Topic: batbazi

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,

Apney mann main doob k pa ja surag-e-zindagi
tu agar kisi ka nahi banta na ban apna to ban
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Fragi~ said:

ah ...............end of the times



certainly
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
new_beau said:

Nice Shair


My Favorite Shair of Saghar jee

"YAAD RAKHNA HAMAARI TURBET KO"
"QARZ HAY TUM PAY CHAR PHHOOLONN KA"


aap ney bhi khoob likha
thanx for sharing
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
ONLYARBAB said:

very good


je shukria
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
§alman AzaÐ said:

niCe


shukran salman
Posted 20 Nov 2005

hawwa ki beti

Age: 124
6949 days old here
Total Posts: 273
Points: 0

Location:
,
~Fragi~ said:

nice


thanx4reply n like
Posted 20 Nov 2005