Age: 124
7605 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Djeedja main koyii baat saboot ya kasii say poochy bagir nahii kerta....mind it (gussay main nahii kaha) read 1st supara...and read Quran with translataion u know it kahan hai.. and rahii baat bary and lamby kii to i think jo main nain suna wo bataya...
Djeedja Shareef said:
heart__hacker said:
Quran main sirf utarnain ka ziker haii and jaga ka nahii bataya gia sirf itna kay un ko zameen per utara gia haii rahii baat foot ki to i think wo kasii aur ka bi ho sukta haii ajj say phaly waly log kafi bary and lamby hoy thay,, and baki Allah janta haii wo hii hum sub say acha jannain wala haii
hmmm heart_hacker can u give a reference about this. quran me kahan aur kiss ke utarne ka zikar hai? doosri baat, yeh aap ko kiss ne keh diya ke pehle walay log buhat barre aur lambe hote the? iss ka koi saboot?
Age: 124
7605 days old here
Total Posts: 8892
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hehehe koyii nahii layta dil per apni apni feelings hoti hain and remember kay hum log dekhawa nahii kerty but sirf wo kerty hain jo new burgers banty hain.. show off kerwana sirf burgers nahii local bi kerwaty hain...