Age: 39
8094 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
kahan ideal life dhekhate hain yaar eik bar dhekho kai drame to aise lagta hai ke sachi kahani hain humare hi ander se kisi na kisi ki kahani hoti hai.
Age: 39
8094 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
yeh sahi kaha appne mmj yeh firkoon ki wajah se kitni tabahi phelate hain yeh nahin dhekhte ke islam to itna pyara mazhat hai aman seekhata hai per yahan to sab ne appna appna islam bana liya hai.
Aur jahan tak indians ki baat hai history waqai boohat buri aur bhayanak hai per abb to humain appne dil saaf kerne chahiye ke woh jo kuch hua donon taraf se hua abb hum present ko to acha banaeen kam az kam humare baad ane wali generation to pyaar mohabat se rahai.
Akhir hum yahan bhi to mil jul ker rehte hain her religion ke logon ke saath milte julte hain phir india pakistan main kjun nahin reh sakte.
lets hope for best for us for pakistan and india
Aur mere khayal main to nafrat ki wajah jo ajj kal hai woh filme hain jo pakistan ke khilaaf india main banti hain yah pakistan main bhi banti hongi i have never seen, but i have seen many indian films against pakistan.
Age: 39
8094 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
i think situation pe depend kerta hai ager uska husband itna support ker raha hai jo enough hai to usko gher achi tarah sambhalna chahiye kaam nahin kerna chahiye leekin ager uske husband ko financial halat main uski help chahiye to usko madat kerni chahiye