oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
kesi dost ho kesey mashwaray deti ho

janwar ka demagh khaa kar agar mujh main janwar wali aqal-o-samajh aa gaie to?? bara masla ho jaie ga qasam se

poetry main kuch bhi off topic nahi hota jab poet khud kisi aik jagah nahi tik-ta kabhi zameen par hota hai to kabhi chand sitaroon par, kabhi tanha hota hai to agley he misray main hajoom main
so poetry main sab kuch jaiez hai
aap idher khana pakaney ki tarkeeb bhi bata sakti ho
Posted 08 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
idher dosti dushmani k chakar main he sara kharch hogaya to pyaar muhabbat k time kia hoga
Posted 08 Mar 2009

Topic: Dua Plz

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
**sensational** said:

Hey ppl
plz do dua for me
i have got severe tonsillitis [cant even spell the word]
i hav exams cuming up, and i need to get better!

plz do dua

thnxxx



sensational my sweet friend aik kaam karo, woh yeh k bakri ka gala lagwa lo u'll never ever face that prob again coz kabhi suna hai k bakri ka gala kharaab hua hai

anyways Allah aap k tonsils ka motapa jald az jald door farmaie. Ameen
Posted 08 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rapunzel said:

oodbalow said:

Challo Tum Say Yeh Waada Hai, Keh Dil Main Dard Hain Jitnay
Kissi Ko Nah Sunaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta

Challo Yeh Tumm Say Waada Hai, Koee Bhi Qeemti Mouti
Nah Aankhoon Say Giraoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta

yeh bagar billa wada karta bhi hai aur nahi bhi karta

Rapunzel jee plz explain in details
thanx in advance



Bhai wade ahadees nhi hote ye shayar sahab bi shayd is baat pe yaqeen rakhte hain


wadey ahadees nahi hotey yeh kia baat kar di aap ney oodh udaas ho gaya Islam to humain sakhti se eefaie- ehd ka dars deta hai (i don't wanna go in details)
jo insaan apna kia hua wada he nahi nibha sakta kia us par etbaar kia ja sakta hai? aur kia woh is qabil hai k is se muhabbat ki jaie?

Chalo tum se yeh wada hai, magar Wada nahi karta Totally senseless
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rehan M Din said:


nice sharing..

oodbalow, pehlay yeh bataen keh bagar billa kya hota hai?



Rehan bhai bagar billa woh billa hota hai jo billi k ishq main bigar gaya hota hai
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
yeh he baat aap pehley irshaad farma detien to mujhey apna nanha sa demagh itna na khapana parta

Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
haan jab insaan har tarf se nakaam ho jata hai to kehta hai chalo poet he ban jaien kaam ka koi aadmi poetry nahi karay ga
Posted 07 Mar 2009

Topic: Haadsa

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
kisi ka accident ho jaie to aap us ko pehley dwa do gi ya dua?

moqa k lehaaz se dua ya dwa ki zaroorat hoti hai dear firend
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
lakin dost bhi to accept nahi kia abhi tak
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
aray toba karen jee aap poetry karen mere dushman

yeh itni choti si zindagi hansney khailney k liye kum hai to is ko roo peet kar waste kyun kia jaie aur poet jo hotey hain woh hameesha rootey he rehtey hain , udaas aur ghamgeen he rehtey hain
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
mere to wesey he 2,4 screw dheeley hain so bhaar main gaya zalim samaaj aur abba ki shirkat koi laazmi nahi

main baat kar raha tha un ki jo rotay peet-tey rehtey hain kabhi naseeb beech main aa jata hai to kabhi qismat ko ilzaam

yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
Posted 07 Mar 2009

Topic: Haadsa

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
agar dua se he sab kuch hona hota to phir dwa ejaad he na hoti
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
kabhi zalim samaaj ney roka to kabhi zalim abba ney roka
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
woh to aik example di thi is liye k aap confused theen na dosti aur dushmani k beech
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rapunzel jee to dost hain hum dono ki coz na koi bhains ka chakar hai na koi udhaar ka masla hai among us
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
bilkul ruka hai 1000 baar ruka hai
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
shaista said:

oodbalow said:

shaista said:

nice rapunzal. very nice

rapunzel, oodbalow bhai pe text-blind ho jaate hain. samjha karo. yeh bare bhai parhna pasand karte hain. ainda bare bhai kehna



shaista jee aap meri dost ho ya dushman bara bhai par to aankhoon main motiya uter aana hai meri woh bhi kala


abhi to pata nahin ke doost hoon ya dushmain. lekin khuda na kare ke motiya uttar aaye.
behtar hai phir bhai pe hi guzara karein.


aap ko pata he nahi k dost hain ya dushman confused personality

kia main ney aap ki bhains chiraie? NO
kia aap ney meri bhains churaie? NO
na he is janam aur pichley janam ka udaar hai between us

phir aap dushmani ki koi aik bhi wajah bata do
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
shaista said:

nice rapunzal. very nice

rapunzel, oodbalow bhai pe text-blind ho jaate hain. samjha karo. yeh bare bhai parhna pasand karte hain. ainda bare bhai kehna



shaista jee aap meri dost ho ya dushman bara bhai par to aankhoon main motiya uter aana hai meri woh bhi kala
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
shaista said:

~Fragi~ said:

oodbalow said:

i'm crying too coz angrez is crying



I will be the one who dries your eyes
Every time you cry
Every time you cry
   


ohhh, kitna pyar hai dono main


aap bhi kar lo pyar kisi ney roka to nahi hai
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
~Fragi~ said:

oodbalow said:

i'm crying too coz angrez is crying



I will be the one who dries your eyes
Every time you cry
Every time you cry
   


thanx my lovely brother
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rapunzel said:

oodbalow said:

UV radiations ka kamaal hai



mein ne research nhi ki abhi is pe


without research he post kar dia shayed poet ne research ki ho
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rapunzel said:

oodbalow said:

main A nahi
main B nahi
main C nahi
main D nahi
........
main oodbalow hoon



thnx for the info Bhai


Bhai word par aa kar main text-blind ho jata hoon
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Rapunzel said:

my frnds



naam bataoo to jaanien    par sachi sachi
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
aata hai yaad mujh ko guzra hua zamana
woh kisi ka muskurana woh kisi ka hin-hinana
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
khud na kaam k na kaaj k dushman anaaj k aur ilzaam naseeb par

bari barbadiaan ley k pyar aaya pyaar tha ya koi terrorist
Posted 07 Mar 2009

Topic: yunhi

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
rehney de rehney de.... matlab k angrezi main " "
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
kon suney faryaad kissi ki kon kissi ka dard sahe
apne app se batein kartey aik zamana beet gaya!!


very true indeed but only this one
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
sun_shine jee nice nice

zara taran-num se bhi suna do mic par aa kar
Posted 07 Mar 2009

oodbalow

Age: 48
6314 days old here
Total Posts: 274
Points: 0

Location:
Karachi, Pakistan
Insaan Kahan Hai Kis Sheher Ki Baat Karte Ho

wesey mera is shaier(poet) se buhat si jagah par ikhtelaaf hai par choro koi samjhey ga nahi

but i like this one
Insaan Kahan Hai Kis Sheher Ki Baat Karte Ho
Posted 07 Mar 2009