Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pyas barha kar usnay mera sath chor dia karaha tha woh murawat bhi dillagi ki tarah ham nay socha hee nahi tha is k liye bhi karega sitam woh bhi ham pay kisi ki tarah
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yar have courage 2 face difficulties be a man yar simply say her dat i love u /? dan wait 4 her rply aar ya par .... ya tou thapar ya phir pyar so simple yar .......
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well i also agree wid NB laikin yahan tou shayad log tahayya kar k aatay hain k bas jhoot hee bolna hai jhoot k alawa agar sach kahdia tou Allah Talah gunah dingay
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lagta hai sab buhat gahri chot kha k aen hain meri tarah koi bat nahiainda k liye sabaq hai yeh hamaray liye isiliye kahtay hain PYAR MAIN 100 ULJHANAY HAIN PYAR MAT KARNA
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hey cancerianz i can feel ur pain main bhi isi pain say guzar rahi hun meri muhabbat bhi chor k chali gayee mujh ko laikin bas yeh farq hai k tumhain larki nay dhoka dia mujhay larkay nay
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
uffffff yahan tou achi khasi laraee hogayee n e wayz still alone tumhari ghazal buhat achi thi jab sab khatam hojata hai tou insan k pas sirf yaden hee rahjati hain
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
badboy i'll tell u who flirts???????? these guys r really selfish n they flirts wid innocent gals........ they really dont care abt their feeling isnt????? wat do u say????????
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han yar kiran pyar tareeqay say hee kia tha par jis k sath kia ab wohi dhokaybaz nikla tou kia kya jaey pyar waqai sacha aur pakiza jazba hai lekin kuch log hain is duniya main jo pyar k nam fraud hain un say bas bach k rahna buhat hee............ab kia bolun choro
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well meray khayal say shadi ki koi omer nahi hoti pakistan main tou mostly yehi hota hai idhar larki jawan hui aur idhar bechari susral walon ki bhent char gayeeee bas afsos hee rahjata hai
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
javad tum bilkul theek kah rahay ho larkian na waqaai bewaquf hoti hain yeh bas pyar karna janti hain inhain kia pata k duniya main larkon ki shakal main shaitan chuppay hain jo in k trust ko break kardetay hain aur inko bewaquf bana k chor k chalay jatay hain
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
xcuse me mr chaudry gals nahi saray guys bewafa hotay hain ham galz kabhi bhi nahi chor k jatin sirf guys k dil pathar hotay hain jo dil tor k chalay jatay hain aesay larkon ko tou mera bas chalay na tou poori zindagi itna zahni torcher do k ainda kabhi kisi ka dil na torain usko tou itna ahsas he nahi hai k us k chornay k bad mujh pay kia guzri,oh i mean galz pay kia guzarti hai
Age: 124
7479 days old here
Total Posts: 47
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han frndz r really important laikin agar dost sincere hon tou wesay mr shararti kia aap k frndz nahi hain? meray khayal say aap ko abhi tak koi acha dost nahi mila q theek kaha na menay btaega zarur